SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardan-e-garduu.n"
Ghazal MATCHES FOR "gardan-e-garduu.n"
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai apne qatl kii dil-e-muztar ko ittilaa.a
gardan ko ittilaa.a na KHanjar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
rangii.n-adaa-e-dahr kii gardan maro.D do
naasuur-e-zindagii hai to zaKHmo.n ko pho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
gardan-e-shiisha jhukaa de mire paimaane par
san barastaa rahe saaqii tire maiKHaane par
Qadr Bilgrami
Ghazal
gardish-e-baKHt-o-gardish-e-garduu.n
sar phiraane ke hai.n hazaar tariiq
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tilism-e-gumbad-e-garduu.n ko to.D sakte hai.n
zujaaj kii ye imaarat hai sa.ng-e-KHaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
vasl hai ik shahsavaar-e-husn se shaam-o-sahar
hai inaan-e-ablaq-e-garduu.n hamaare haath me.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
hindostaa.n ke gardan-e-KHurd-o-buzurg par
hai sach to ye miraa hii hai ehsaan-e-shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
zaalim usii ne naak me.n dam kar diyaa tiraa
rag.De jaa KHuub gardan-e-amn-o-amaa.n na chho.D
Shauq Bahraichi
Ghazal
uTh kha.De ho jo jhuke gardan-e-miinaa-e-sharaab
KHidmat-e-baada-gusaaraa.n hii sar-anjaam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
nigaar-KHaana-e-garduu.n ko raakh karte hu.e
zaraa sii der kisii taaqche me.n jal kar dekh
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
kyaa bataa.e.n kyaa kal shab aaKHirii pahar dekhaa
kaar-gaah-e-garduu.n par chaa.nd kaa safar dekhaa
Farhan Salim
Ghazal
vafuur-e-josh-e-ziyaa aur un ke daa.nto.n kaa
habaab-e-gumbad-e-garduu.n hai aab-e-gauhar par
Aasi Ghazipuri
Ghazal
uruuj KHaak-nashiino.n kaa bhii are tauba
tanaab-e-KHema-e-garduu.n-sifaat kaaTii hai
Talha Rizvi Barq
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
is lab-e-jaa.n-baKHsh kii baate.n thii.n yaa
mo.ajazaat-e-iisii-e-garduu.n-maqaam