SEARCH RESULTS
Showing search results for "gardan-e-garduu.n"
Nazm MATCHES FOR "gardan-e-garduu.n"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hai lahad is quvvat-e-aashufta kii shiiraaza-band
Daaltii hai gardan-e-garduu.n me.n jo apnii kamand
Allama Iqbal
Nazm
tin aawazen
yaa KHudaa ye mirii gardaan-e-shab-o-roz-o-sahar
ye mirii umr kaa be-manzil o aaraam safar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
watan
bahut aziiz hai mujh ko vatan aziiz vatan
buland-rutba-e-garduu.n se kaar-gaah-e-vatan
Qaisar Amravatwi
Nazm
inqalab
ye kah rahii hai ishaaro.n me.n gardish-e-garduu.n
ki jald ham ko.ii saKHt inqalaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
aaj ki raat
chaa.ndnii raat hai javaanii par
dast-e-garduu.n me.n saaGar-e-mahtaab
Hafeez Hoshiarpuri
Nazm
hubb-e-watan
sab apne haakimo.n ke liye jaa.n-nisaar huu.n
aur gardan-e-hariif pe KHanjar kii dhaar ho.n
Mohammad Husain Azad
Nazm
ummid
tasht-e-garduu.n me.n jaise najm-e-sahar
shab kii aa.nkho.n me.n jaise biinaa.ii
Wazir Agha
Nazm
nashat-e-umid
azm ko jab detii hai tuu mel jast
gumbad-e-garduu.n nazar aataa hai past
Altaf Hussain Hali
Nazm
nelson mandela ke nam
zor-e-baazuu ne tire aaj ba.Daa kaam kiyaa
gardan-e-KHvaajgii pal-bhar me.n jhukaa dii tuu ne
Rafeeq Jabir
Nazm
nazm
har taraf shor hai fariyaad hai barbaadii hai
ruu-e-garduu.n pe machalte hu.e tuufaa.n ko dekh
Iffat Zeba Kakorvi
Nazm
bajte hain duhal
baam-e-garduu.n se utartii hai sitaaro.n kii baraat
apne sho.alo.n se ulajhne lagii taariiKH kii lau
Hurmatul Ikaram
Nazm
shairi ka janaza
gumbad-e-garduu.n pe ab taKH.iil kii parvaaz thii
dil kii dha.Dkan jaise israafiil kii aavaaz thii
Barq Aashiyanvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
hai tah-e-garduu.n agar husn me.n terii naziir
qalb-e-musalmaa.n me.n hai aur nahii.n hai kahii.n