SEARCH RESULTS
Showing search results for "gilaaf"
Ghazal MATCHES FOR "gilaaf"
Ghazal
go bahs kar ke baat bi.Thaa.ii bhii kyaa husuul
dil se uThaa Gilaaf agar tuu uThaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
utaar phe.nk de KHush-fahmiyo.n ke saare Gilaaf
jo shaKHs bhuul gayaa us ko yaad kyaa rakhnaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
Gilaaf-e-gul me.n kabhii chaandnii ke parde me.n
sunaa hai bhes badal kar bhii vo nikaltaa hai
Manzoor Hashmi
Ghazal
mai.n us ke saare naqaa.is use bataa duu.ngaa
anaa kaa apne badan se judaa Gilaaf kare
Ejaz Rahmani
Ghazal
jis tarah se ki kaabe pe hai poshish-e-siyaah
is tarah is sanam ke hai ruKH par Gilaaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Tahir Adeem
Ghazal
hasad kii gard thii.n buGz aur nafrat kii
mire vajuud pe aisaa ko.ii Gilaaf na thaa
Bekal Utsahi
Ghazal
vo merii jild kii suurat ma.Dhaa hu.aa mujh par
kasaa kasaa vo mire jism par Gilaaf badan
Mehshar Afridi
Ghazal
aa.nkho.n me.n raushnii kaa samundar umaD pa.Daa
jaise hii us badan ko nikaalaa Gilaaf se
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
ye dil kaa inkishaaf hai ye ain shiin qaaf hai
jo ka.abe par Gilaaf hai ye ain shiin qaaf hai
Shadab Javed
Ghazal
KHushbuu saa mai.n Gilaaf ke andar muqiim thaa
aur kho diyaa hai siina-e-sad-chaak ne mujhe
Anjum Saleemi
Ghazal
Gilaaf khol agar aag dekhnii hai tujhe
ye ek aag jo mai.n ne bhii aazmaa.ii nahii.n
farzad Ali zeerak
Ghazal
dozaKH ke gird guu.nge farishte the mahv-e-raqs
aur pisliyo.n kii Tiis pe mailaa Gilaaf thaa
Ashar Najmi
Ghazal
mai.n ne to aasmaan ke ra.ngo.n kii baat kii
kahne lagii zamiin badal duu.n Gilaaf me.n
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
basaarato.n ke alam-daar hai.n yahaa.n kuchh log
har ik nazar pe a.ndheraa Gilaaf tho.Dii hai