SEARCH RESULTS
Showing search results for "gilaaf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gilaaf"
Ghazal
go bahs kar ke baat bi.Thaa.ii bhii kyaa husuul
dil se uThaa Gilaaf agar tuu uThaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
utaar phe.nk de KHush-fahmiyo.n ke saare Gilaaf
jo shaKHs bhuul gayaa us ko yaad kyaa rakhnaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
Gilaaf-e-gul me.n kabhii chaandnii ke parde me.n
sunaa hai bhes badal kar bhii vo nikaltaa hai
Manzoor Hashmi
Sher
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gilaaf"
Ghazal
jis tarah se ki kaabe pe hai poshish-e-siyaah
is tarah is sanam ke hai ruKH par Gilaaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Nazm
ek alamat
ghaas se bach ke chalo ret ko gulzaar kaho
narm kaliyo.n pe cha.Dhaa do Gam-e-dauraa.n ke Gilaaf
Mustafa Zaidi
Ghazal
Tahir Adeem
Ghazal
hasad kii gard thii.n buGz aur nafrat kii
mire vajuud pe aisaa ko.ii Gilaaf na thaa
Bekal Utsahi
Nazm
pighalta dhuan
gore haatho.n me.n sambhaale hu.e takiye kaa Gilaaf
an-kahii baato.n ko dhaago.n me.n siye jaatii hai
Nida Fazli
Ghazal
vo merii jild kii suurat ma.Dhaa hu.aa mujh par
kasaa kasaa vo mire jism par Gilaaf badan
Mehshar Afridi
Ghazal
aa.nkho.n me.n raushnii kaa samundar umaD pa.Daa
jaise hii us badan ko nikaalaa Gilaaf se












