SEARCH RESULTS
Showing search results for "gilaaf"
Nazm MATCHES FOR "gilaaf"
Nazm
ek alamat
ghaas se bach ke chalo ret ko gulzaar kaho
narm kaliyo.n pe cha.Dhaa do Gam-e-dauraa.n ke Gilaaf
Mustafa Zaidi
Nazm
pighalta dhuan
gore haatho.n me.n sambhaale hu.e takiye kaa Gilaaf
an-kahii baato.n ko dhaago.n me.n siye jaatii hai
Nida Fazli
Nazm
main ek raat thi
Guruub jo tuluu.a ke tasht kaa Gilaaf hai
mai.n rone aur ha.nsne se maavaraa huu.n
Janan Malik
Nazm
nifaq
ye gandagii kaa Dher hai Gilaaf me.n Dhakaa chhupaa
ye KHaufnaak zahr hai miThaas me.n milaa-julaa
Urooj Qadri
Nazm
husn-e-jaanan
gaahe rang-e-Gilaaf-e-haram ho ga.ii.n
gaahe rang-e-hinaa dam-ba-dam ho ga.ii.n
Noman Badr
Nazm
abad
ab Gilaaf-e-zindagii kii ko.ii bhii ek parat rah ga.ii ho
to use zindagii se haTaa diyaa jaa.e
Ahmad Hamesh
Nazm
chand sultana
vahii gulshan ab ik viiraana-e-aabad hai goyaa
Gilaaf-e-saaz me.n lipTii hu.ii fariyaad hai goyaa
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
ek manzar aasman jaisa
mehrbaan lamho.n kii daastaan sunaanii hai
a.ndhero.n ko raushnii ke Gilaaf me.n band karnaa hai
Muneer Ahmad Firdaus
Nazm
iKHtilaf
zamii.n pe aasmaa.n nahii.n ye zulm kaa Gilaaf hai
hame.n ye zulm me.n aTii fazaa se iKHtilaaf hai
Ashraf Rafi
Nazm
taswir ka dusra ruKH
kar na de KHiira tirii nazro.n ko taz.iin-e-Gilaaf
haa.n isii parde me.n hai ik teGa-e-KHaara-shigaaf