SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul e naghma azee"
Ghazal MATCHES FOR "gul e naghma azee"
Ghazal
chaa.nd suuraj ye sitaare hai.n sharaare us ke
us kii a.ng.Daa.ii to anvaar gul-e-naGma hai
Nirmal Nadeem
Ghazal
vo dard justujuu-e-gul-e-naGma thii jise
KHud apne reg-zaar me.n gum ho gayaa kahaa.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
jalva-e-husn-e-butaa.n buu-e-gul-o-naGma saa
itne pardo.n me.n bhii us shoKH kii rusvaa.ii hai
Vahshi Kanpuri
Ghazal
vahii kahii.n gul-e-naGma kahii.n gul-e-nauha
vahii Gamo.n ko saro.n kii qabaa.e.n detaa hai
Khalid Ahmad
Ghazal
ab ke ufuq pe KHushbuu ghaTaa.e.n uThii to hai.n
shaayad ki har shajar gul-e-naGma dikhaa.ii de
Zameer Kazmi
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
'mohsin' is tarah luTii mahfil-e-saaz-o-aavaaz
gul-e-naGma na ko.ii barg-e-navaa kuchh na rahaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
jumbish me.n jaise shaaKH ho gul-haa-e-naGma kii
ik paikar-e-jamiil kii ye lahlahaahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Munfarid Gorakhpuri
Ghazal
phir hu.e aaj baham jaam-e-gul o naGma-e-shab
phir mire maazii ne 'mumtaaz' bulaayaa hai mujhe
Mumtaz Mirza
Ghazal
anaadil naGma-zan ho.n to chaman bedaar ho jaa.e
pareshaa.n buu-e-gul ho to fazaa sarshaar ho jaa.e