SEARCH RESULTS
Showing search results for "hairat-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "hairat-e-ishq"
Ghazal
hairat kitaab-e-'ishq kaa pa.Dhnaa tamaam shud
lekin hai us ke baa'd to jiinaa tamaam shud
Shamsa Najm
Ghazal
rakhte qadam jo vaadi-e-ulfat me.n be-dha.Dak
'hairat' sivaa tumhaare kisii kaa jigar nahii.n
Hairat Allahabadi
Ghazal
mai.n us se bad-gumaa.n rahaa uf ai fareb-e-ishq
aur us ne mujh ko pyaar kiyaa haa.e kyaa kiyaa
Hairat Gondvi
Ghazal
fareb khaa.e hai.n 'hairat' tarah tarah ke magar
fareb-e-ishq bhii khaa.o to ko.ii baat bane
Hairat Farrukhabadi
Ghazal
jis me.n ik soz bhii ho saaz bhii ho ai 'hairat'
is se ba.Dh kar ko.ii andaaz-e-Gazal kyaa hogaa
Hairat shimlavii
Ghazal
Balraj Hairat
Ghazal
mai.n shahanshaah-e-dayaar-e-ishq huu.n hairat nahii.n
ho gayaa jab un se yaaraana to andaaza hu.aa
Hairat Allahabadi
Ghazal
mai.n shahanshaah-e-dayaar-e-ishq huu.n 'hairat' nahii.n
ho gayaa jab un se yaaraana to andaaza hu.aa
Hairat Allahabadi
Ghazal
Balraj Hairat
Ghazal
har tabassum rahaa marhuun-e-fuGaa.n kaa 'hairat'
har masarrat ko pa.Daa baar-gah-e-Gam ban.naa
Balraj Hairat
Ghazal
kahaa.n kaa shukr kahaa.n kaa sipaas ai 'hairat'
yahaa.n to chaaragaro.n se shikaayate.n hai.n aur
Hairat shimlavii
Ghazal
'hairat' jab apnaa jaaduu jagaane pe aa.e hai.n
jiine ko ham ne martaba-e-jang de diyaa
Balraj Hairat
Ghazal
kamaal-e-‘asr hai be-chehragii magar 'hairat'
suKHanvaro.n se to miliye suKHanvaro.n kii tarah
Balraj Hairat
Ghazal
ab us ko aaftaab me.n Dhalne kaa hukm do
ik ashk-e-Gam hai nok-e-mizha par kha.Daa hu.aa