SEARCH RESULTS
Showing search results for "hairat-e-ishq"
Nazm MATCHES FOR "hairat-e-ishq"
Nazm
ye kaun aaya
KHaakistar-e-dil ko hai phir shola-ba-jaa.n honaa
hairat kaa jahaa.n honaa hasrat kaa nishaa.n honaa
Ibn e Insha
Nazm
dil-ashob
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
tiraa naam o maqaam jo puuchhaa, ha.ns kar Taal gayaa
Ibn e Insha
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
kisi ki sada
zarra zarra jhuum kar lene lagaa a.ng.Daa.iyaa.n
kahkashaa.n takne lagii hairat se suu-e-juu-e-baar
Ibn-e-Safi
Nazm
ek nazm sirf tumhaare liye
phir junuu.n-KHezii kii shiddat me.n kamii aatii hai
hairat-e-ishq kii gum-naam musaafir huu.n mujhe
Tasneem Abidi
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
dakan
jahaa.n hairat-o-zor kaa bhii vatan hai
jahaa.n anjuman vaaqa.ii anjuman hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
ret aaina hai
qais aasuuda-e-naqsh raqs-e-ravaa.n
hairat-e-chashm paariina hai
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dekhiye dete hai.n kis kis ko sadaa mere baad
'kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq'
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
qurratul-ain-haidar
yuu.nhii is hairat-e-hastii kii panaaho.n me.n kahii.n
zindagii sab ke liye apne hunar kholtii hai
Ambarin Salahuddin
Nazm
taj
vaaqa.ii taabiir-e-KHvaab-e-husn-o-ishq
aaKHirii tasviir-e-tuufaan-e-bahaar