SEARCH RESULTS
Showing search results for "hajr-e-asvad"
Ghazal MATCHES FOR "hajr-e-asvad"
Ghazal
hajr-e-asvad se jo zaa.er ko hu.aa kartii hai
vo 'aqiidat hai tirii KHanda-jabii.n se mujh ko
Shoaib Kiani
Ghazal
allaah-re us kii chaukhaT hai bosa-gaah-e-aalam
kahtaa hai sa.ng-e-asvad mai.n sa.ng-e-aastaa.n huu.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
tilism-e-qulzum-o-asvad ko to.D kar us ne
pa.Daa.o apnaa sar-e-koh-e-laaj-vard kiyaa
Abid Raza
Ghazal
sa.ng-e-asvad nahii.n hai chashm-e-butaa.n
bosa 'momin' talab kare kyaa mu.nh
Momin Khan Momin
Ghazal
ho ga.ii mere gunaaho.n kii siyaahii maqbuul
sa.ng-e-asvad pe cha.Dhaa rang jabii.n-saa.ii kaa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
niilguu.n aa.nkho.n me.n phaile hu.e bahr-e-asvad
sub.h peshaanii se taaro.n ko chunaa kartii hai
Zakauddin Shaya.n
Ghazal
Qaus Siddiqui
Ghazal
sad ehtiraam ke qaabil vo sa.ng-e-asvad hai
zamii.n pe us ke muqaabil kaa ko.ii sang na ho
Mohammad Iqbal Ahmad
Ghazal
ra.ng kaa farq miTaayaa ye sharaf meraa thaa
sa.ng-e-asvad thaa miraa durr-e-najaf meraa thaa
Saulat Zaidi
Ghazal
haram thaa duur na chuumaa jo sang-e-asvad ko
sanam-kade me.n buto.n ke qadam to chhuu aa.e
Riyaz Hasan Khan Khayal
Ghazal
sa.ng-e-asvad ko diyaa bosa to dil kahne lagaa
ka.aba-o-qibla se kitnii duur but-KHaana rahaa
Dr. Naresh
Ghazal
Piyare Lal Raunaq Dehlwi
Ghazal
sang-e-asvad kaa hai ik but sang-e-marmar kaa hai ek
barhaman ye to bataa kis but pe tujh ko naaz hai