SEARCH RESULTS
Showing search results for "harf-e-raa.egaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "harf-e-raa.egaa.n"
Ghazal
sunegaa ko.ii na samjhegaa terii baat 'shamiim'
hazaar baar kahaa harf-e-raa.egaa.n se nikal
Shamim Farooqui
Ghazal
jo mere lab pe hai shaayad vahii sadaaqat hai
jo mere dil me.n hai us harf-e-raa.egaa.n pe na jaa
Fahmida Riaz
Ghazal
bhaTke tamaam umr to ye munkashif hu.aa
ham harf-e-raa.egaa.n the KHat-e-intishaar me.n
Zia Faooqui
Ghazal
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
zaruur saazish-e-kalak-e-azal thii kuchh is me.n
pa.Daa huu.n ek taraf harf-e-raa.egaa.n kii tarah
Panna Lal Noor
Ghazal
sar-e-navishta-e-taqdiir KHvaab kii suurat
likhe hai.n ret pe kuchh harf-e-raa.egaan se log
Shahid Kamal
Ghazal
tuu harf-e-ishq-o-basiirat hai lab na sii apne
zamaana tujh se bhii teraa KHayaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bisaat-e-daanish-o-harf-o-hunar kahaa.n khole.n
ye sochte hai.n lab-e-mo'tabar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai chehra chehra vahii zaKHm-e-raa.egaa.n-hunarii
bikhar ga.e hai.n qalam ke shigaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hisaar-e-harf-o-hunar to.D kar nikal jaa.uu.n
kahaa.n pahu.nch ke KHayaal apnii vus.ato.n kaa hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye kyaa KHabar thii ki ai ranj-e-raa.egaa.n-nafsii
dhu.aa.n bhii siina-e-ahl-e-nazar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
muddato.n ke baad phir kunj-e-hiraa raushan hu.aa
kis ke lab par dekhnaa harf-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo harf-e-aarzuu jis par mukammal zabt hai ab tak
kahii.n aisaa na ho sharminda-e-iz.haar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
ai suKHanvar tarah gumaa.n huu.n mai.n
yaa faqat harf-e-raa.egaa.n huu.n mai.n
Sabir Shah Sabir
Ghazal
hazaar ghaaTe kaa saudaa ho ye faqiirii-e-harf
yahii bahut hai kulaah-e-vaqaar sar par hai