SEARCH RESULTS
Showing search results for "hariif-e-harf"
Ghazal MATCHES FOR "hariif-e-harf"
Ghazal
hame.n bhii matlab-o-ma.anii kii justujuu hai bahut
hariif-e-harf magar ab ke duu-ba-duu hai bahut
Zafar Iqbal
Ghazal
bisaat-e-daanish-o-harf-o-hunar kahaa.n khole.n
ye sochte hai.n lab-e-mo'tabar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hisaar-e-harf-o-hunar to.D kar nikal jaa.uu.n
kahaa.n pahu.nch ke KHayaal apnii vus.ato.n kaa hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hazaar ghaaTe kaa saudaa ho ye faqiirii-e-harf
yahii bahut hai kulaah-e-vaqaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
muddato.n ke baad phir kunj-e-hiraa raushan hu.aa
kis ke lab par dekhnaa harf-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu harf-e-ishq-o-basiirat hai lab na sii apne
zamaana tujh se bhii teraa KHayaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
vo harf-e-aarzuu jis par mukammal zabt hai ab tak
kahii.n aisaa na ho sharminda-e-iz.haar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
zarro.n ko hariif-e-mah-o-KHurshiid banaa do
insaan kii raaho.n me.n sitaaro.n ko bichhaa do
Bashir Farooq
Ghazal
hariif-e-matlab-e-mushkil nahii.n fusuun-e-niyaaz
du'aa qubuul ho yaa rab ki 'umr-e-KHizr daraaz
Mirza Ghalib
Ghazal
qubuul kar mirii daad ai mirii siyah-baKHtii
hariif-e-zulmat-e-tanhaa.ii-e-daraaz hai to
Mani Jayasi
Ghazal
Gam ki thaa hariif-e-jaa.n ab hariif-e-jaanaa.n hai
ab vo zulf barham hai ab vo chashm giryaa.n hai
Raaz Muradabadi
Ghazal
hariif-e-gardish-e-ayyaam to bane hu.e hai.n
vo aa.e.nge nahii.n aa.e.nge ham saje hu.e hai.n