SEARCH RESULTS
Showing search results for "hato"
Ghazal MATCHES FOR "hato"
Ghazal
dushman hai aur tarah kaa ja.ng aur tarah kii
aage ba.Dho na piichhe haTo faasla rakho
Jawad Sheikh
Ghazal
ghaTaa chhaTe to dikhe chaa.nd bhii sitaare bhii
jo tum haTo to kisii aur par nazar jaa.e
Kushal Dauneriya
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
ye kaisii mohabbat hai har baat pe kahte ho
jaa.o jii haTo jaa.o ham pyaar nahii.n karte
Irfan Abid
Ghazal
Shabbir Hasan
Ghazal
haTo ki raste nikaalne hai.n pahaa.Diyo.n se
ruko ki pairo.n se ek kaa.nTaa nikaalnaa hai
Saleem Siddiqui
Ghazal
is TuuTe phuuTe dil ko na chhe.Do pare haTo
kyaa kar rahe ho aag hai is me.n dabii hu.ii
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ab aap kii damo.n me.n ham aa chuke haTo bhii
KHush aave pyaare kis ko jab dil hii kaT rahe ho.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Neeraj Goswami
Ghazal
kabhii iimaan kii baate.n kabhii kirdaar kii baate.n
chalo chho.Do haTo karne lage bekaar kii baate.n
Rakesh Toofan
Ghazal
pyaar karne ko jo ba.Dhtaa huu.n to kahte hai.n haTo
nashshe me.n aa ke ko.ii aisaa bahak jaataa hai
Habeeb Moosavi
Ghazal
ai Gam zamaane baad KHushii milne aa.ii hai
kyo.n darmiyaa.n ho apne haTo baat karte hai.n
Saeed Nazar
Ghazal
tamaam KHushiyaa.n ikaTThii thii.n ek dukh ke gird
unhe.n dhakel ke chiiKHaa haTo miraa dukh hai
Osama Khalid
Ghazal
mire lab pe aa.ii tamannaa to bole
haTo chho.D jaa.o KHafaa ho ga.e ham
Hans Raj Sachdev 'hazii.n'
Ghazal
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
mire qariib na aa.o bahut a.ndheraa hai
haTo pare ajii jaa.o bahut a.ndheraa hai