SEARCH RESULTS
Showing search results for "hilm"
Ghazal MATCHES FOR "hilm"
Ghazal
ruu-ba-ruu us ke kabhuu baat na sudhrii ham se
hilm hai chain hai dahshat hai hayaa hai kyaa hai
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
hai shujaa'at-o-saKHaa hilm hayaa 'qaasim-alii'
shaan me.n sher-e-KHudaa ke hai.n KHatam chaaro.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
aashiq hai jo ki jaama-e-sidq-o-safaa me.n hai
ma.ashuuq hai jo parda-e-hilm-o-hayaa me.n hai
Bahram ji
Ghazal
'vaqaar-hilm' alii vaalo.n se KHudaa kii qasam
pul-siraat ke raste bhii raah rakhte hai.n
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
nafs ke shar se 'hilm' bach ke raho
muddato.n se dukhii rahe hai.n ham
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
hilm aisaa ki jo dushman ko banaa le apnaa
ilm vo de jo KHayaalaat ko raushan kar de
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
'hilm' ham ko khaa ga.ii dil kii lagii
halkaa halkaa dard saa ho kar rahaa
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
'figaar' ik paikar-e-hilm-o-tahammul
banaa kar sab ke ghar me.n rakh diyaa hai
Jagdeesh Raj Figar
Ghazal
diivaan-e-be-nuqat se hai teraa 'vaqaar-hilm'
kahtii hai ahl-e-fan se ye gauhar-ba-kaf havaa
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
chhoTii chhoTii baat pe hone lagii.n KHuu.n-reziyaa.n
hilm banda-parvarii shaan-e-shakebaa.ii ga.ii
Irfan Aazmi
Ghazal
vaise to ik aa.nsuu hii bahaa kar mujhe le jaa.e
aise ko.ii tuufaan hilaa bhii nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
is shahr-e-hiila-juu me.n jo mahram mile mujhe
fariyaad jaan-e-jaa.n vahii mahram mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii likhvaane ga.e KHat kabhii pa.Dhvaane ga.e
ham hasiino.n se isii hiile bahaane se mile