SEARCH RESULTS
Showing search results for "isbaat"
Ghazal MATCHES FOR "isbaat"
Ghazal
hai ra.ng-e-laala-o-gul-o-nasrii.n judaa judaa
har rang me.n bahaar kaa isbaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
phir vahii va.ada jo iqraar na ban.ne paayaa
phir vahii baat jo isbaat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nafi se kartii hai isbaat taraavish goyaa
dii hai jaa-e-dahn us ko dam-e-iijaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
har rang me.n isbaat-e-safar chaahiye 'sarvat'
miTTii pe dharo paa.nv samundar se nikal kar
Sarvat Husain
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
hinaa.ii haath kaa manzar thaa 'baanii'
ki taabinda varaq isbaat kaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
chup kaa matlab kabhii isbaat liyaa jaataa thaa
aaj isbaat me.n inkaar sii KHaamoshii hai
Fauzia Shaikh
Ghazal
kis manzar-e-isbaat ke ho.nTo.n kii ziyaa huu.n
kis chup kii mai.n aavaaz-e-faraavaa.n huu.n bataa.o
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
isbaat na ho daava-e-KHuu.n us pe ilaahii
suurat mire qaatil kii badal jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
ishq ke munkir the ham to ye jahaa.n naapaid thaa
jab hu.e isbaat par maa.il baraamad kar liyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
log KHaamosh the isbaat o nafii ke maabain
aise maahaul me.n irshaad kahaa.n tak karte
Rashid Taraz
Ghazal
apne haq me.n kabhii isbaat nahii.n de paayaa
be-gunaahii mirii is baat par aa kar Thahrii
Navin Joshi
Ghazal
jab ho isbaat hii KHud apnii nafii kaa baa.is
dil ko har qaid-e-tamannaa se chhu.Daanaa hogaa
Rafat Shameem
Ghazal
'qalaq' isbaat-e-dahan mu.nh ko na khulvaa.e kahii.n
hai ba.Dii baat agar baat rahii yaaro.n me.n