SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishrat-e-khuu.n-naab"
Ghazal MATCHES FOR "ishrat-e-khuu.n-naab"
Ghazal
apnii Gazal ke taa.ir-e-KHuu.n-naab ke liye
kuchh zaKHm le ke aayaa huu.n ahbaab ke liye
Khalid Sajjad
Ghazal
mere is diida-e-KHuu.n-naab ke piichhe piichhe
ek be-KHvaabii hai is KHvaab ke piichhe piichhe
Wasi Shah
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
ataa hu.ii hai mohabbat kii saltanat jab se
mai.n shahr-e-diida-e-KHuu.n-naab se nikal aayaa
Mahboob Zafar
Ghazal
ab nahii.n mujh ko mayassar tiraa daaman phir bhii
joshish-e-diida-e-KHuu.n-naab-fashaa.n baaqii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
nas nas me.n phisaltaa hai tire qurb kaa nashsha
har mauja-e-KHuu.n-naab kii gahraa.ii 'ajab hai
Sameena Raja
Ghazal
jashn-e-KHuu.n-naab hai maqtal me.n muGannii se kaho
ko.ii ik raag nayaa giit ho malhaar ke saath
Ummeed KHwaja
Ghazal
ban gayaa siina miraa madfan dil-e-betaab kaa
dekhiye anjaam kyaa ho diida-e-KHuu.n-naab kaa
Shehla Kaleem
Ghazal
kal talak sabz nazaaro.n me.n numaayaa.n the miyaa.n
ham jo ab diida-e-KHuu.n-naab talab karte hai.n
Maham Haya Safdar
Ghazal
ham kahaa.n manzar-e-shaadaab liye phirte hai.n
dar-ba-dar diida-e-KHuu.n-naab liye phirte hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
ristaa hai lahuu kab se zaraa sii ho tavajjoh
is zaKHm-e-jigar diida-e-KHuu.n-naab ko chhuunaa
Nasreen Syed
Ghazal
kuchh qatra-e-KHuu.n-naab nikaalo tah-e-dil se
palko.n pe sajaane hai.n abhii gauhar-e-Gam aur
Sajjad Syed
Ghazal
Anvar Mahmood Khalid
Ghazal
raqqaasa-e-sahraa-e-junuu.n bhii hai yahii mauj
yak chashma-e-KHuu.n-naab se bahne kii nahii.n hai
Kabir Ajmal
Ghazal
chashm-e-anjum pe nahii.n abr se vo roz-e-siyaah
jo mire diida-e-KHuu.n-naab-chakaa.n par aayaa