SEARCH RESULTS
Showing search results for "itr-e-bahaar"
Ghazal MATCHES FOR "itr-e-bahaar"
Ghazal
jis arz-e-paak ne diyaa 'mahruum' ko janam
aa.e hai.n ai 'bahaar' usii sarzamii.n se ham
Ameer Chand Bahar
Ghazal
kaif-aafrii.n hai meraa Gam-e-ishq ai 'bahaar'
lazzat na mujh se puuchh tuu aise azaab kii
Ameer Chand Bahar
Ghazal
haasido.n me.n ghir gayaa huu.n ai 'bahaar'
fikr-o-fan kaa qadr-daa.n darkaar hai
Ameer Chand Bahar
Ghazal
Baharunnisa Bahar
Ghazal
gesuu jo khole raat ne aa.nkhe.n diyaa banii.n
jo raunaq-e-'bahaar' thaa jaane kidhar gayaa
Baharunnisa Bahar
Ghazal
Baharunnisa Bahar
Ghazal
gha.Dii bhar hii kii lazzat hai havas me.n
mohabbat ek kaif-e-jaavedaa.n hai
Ameer Chand Bahar
Ghazal
zeb-e-varaq-e-dil hai ye qaul 'bahaar' apnaa
takmiil-e-riyaaz avval tahsiil-e-kamaal aaKHir
Ameer Chand Bahar
Ghazal
duniyaa-e-rang-o-buu me.n usii kaa thaa ehtimaam
vo gul-badan nahii.n to bahaar-e-chaman kahaa.n
Ameer Chand Bahar
Ghazal
Ameer Chand Bahar
Ghazal
ham ne har ek mas.ala hal kar liyaa magar
baaqii 'bahaar' zulf ke bas pech-o-KHam rahe
Abdullah Bahar
Ghazal
hazrat-e-ayyuub ko kyaa pa.Dh liyaa tum ne 'bahaar'
saabiro.n kii zindagii par tabsira karne lage
Abdullah Bahar
Ghazal
titliyo.n ko rok lo jaane na do baad-e-sabaa
ab 'bahaar'-e-be-KHizaa.n kaa hai guzaaraa ret par