SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaa.ez"
Ghazal MATCHES FOR "jaa.ez"
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
bas farq is qadar hai gunaah o savaab me.n
piirii me.n vo ravaa hai ye jaa.ez shabaab me.n
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
zindagii ik tohmat-e-bejaa hai merii zaat par
maut ik ilzaam-e-naa-jaa.ez 'jigar' mere liye
Jigar Moradabadi
Ghazal
jaa.ez thii yaa nahii.n thii tire haq me.n thii magar
kartaa thaa jo kabhii vo vakaalat tamaam shud
Tahir Adeem
Ghazal
'aaGaa' ko zab.h karte ho apnii galii me.n kyuu.n
jaa.ez hai merii jaan haram me.n shikaar kab
Aagha Akbarabadi
Ghazal
logo ab kaisaa gila kaisii shikaayat us kii
ishq ho jaa.e to jaa.ez hai imaamat us kii
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
duniyaa me.n to mamnuu.a hai jannat me.n hai jaa.ez
kyaa baat hai vaa.iz kii yahaa.n aur vahaa.n aur
Arsh Malsiyani
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
jaa.ez hai us kaa qatl hamaare hisaab se
jis ne mohabbato.n ko nikaalaa nisaab se
muneer saifi
Ghazal
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
hame.n maaluum hai naa-jaa.ez-o-jaa.ez hai kyaa lekin
shikam kii aag to saare saliiqe maar detii hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
Shakeel Jamali
Ghazal
maslak-e-ishq me.n jaa.ez hai jafaa rahne de
mujh ko mahbuub kii chaukhaT pe pa.Daa rahne de