SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaa.ez"
Nazm MATCHES FOR "jaa.ez"
Nazm
ye khel kya hai
ye ja.ng hai jis me.n sab hai jaa.ez
ko.ii ye kahtaa hai jaise mujh se
Javed Akhtar
Nazm
aurat aur namak
mai.n qaid me.n bachche jantii huu.n
jaa.ez aulaad ke liye zamiin khilanDarii honii chaahiye
Sara Shagufta
Nazm
eidi kaise baDhai jae
bachcho tumhaarii iidii kaise ba.Dhaa.ii jaa.e
tum KHud hii kah rahe ho mah.ngaa.ii ba.Dh ga.ii hai
Muzaffar Hanfi
Nazm
adl-e-jahangiri
mufti-e-dii.n se jahaa.ngiir ne fatvaa puuchhaa
ki sharii.at me.n kisii ko nahii.n kuchh jaa-e-suKHan
Shibli Nomani
Nazm
kursi
haraam maal se jaa.ez kamaa.ii behtar hai
na.ii chair se puraanii tipaa.ii behtar hai
Khalid Irfan
Nazm
waqt aur dariya
vaqt hii kaa masraf-e-jaa.ez 'nisaar'
baaG-e-hastii ko hai kartaa pur-bahaar
Nisar Abbasi
Nazm
bachche ki fariyaad
tere aur apne peT ko bhartii
log kahte ki tuu hai naa-jaa.ez
Sajid Rais Warsi
Nazm
aaKHiri harba
ja.ng me.n har harba jaa.ez hotaa hai
mai.n ne ek bahaadur kii maanind
Javed Shaheen
Nazm
talluq ki na-jaez tajawuzat
bahut Gaur-o-KHauz ke baa'd bil-aaKHir
talaash KHatm kar dii ga.ii
Sidra Sahar Imran
Nazm
mohabbat
jaa.ez-o-naa-jaa.ez ke falsafe kaa asaa thaame
javaaz-e-had-o-be-had kii diivaar sajaa.e
Fariya Hameed Chaudhry
Nazm
wentilator par paDi mohabbat
kuchh anjaan log rukaavaT bane
jo yuunaanii KHudaa.o.n kii naa-jaa.ez aulaad the
Manzar Latif
Nazm
sarqa-o-tawarud
qudrat ho tasarruf pe to jaa.ez hai tasarruf
naayaab hai aqvaal-e-salaf kaa ye KHaziina