SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalva-gah"
Ghazal MATCHES FOR "jalva-gah"
Ghazal
Bekhud Mohani
Ghazal
dekhaa thaa ek baar tujhe jalva-gaah me.n
raushan ka.ii charaaG hai.n ab tak nigaah me.n
Nazeer Asar
Ghazal
chamke hai.n sab ke baKHt tirii jalva-gaah me.n
vaa.n kuchh nahii.n tamiiz safed-o-siyaah me.n
Munshi Bihari Lal Mushtaq Dehlwi
Ghazal
suufii na KHaanqaah me.n nai rind dair me.n
majma.a hai ik jahaa.n kaa tirii jalva-gaah me.n
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
yuu.n to is jalva-gah-e-husn me.n kyaa kyaa dekhaa
jab tujhe dekh chuke ko.ii na tujh saa dekhaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ye jalva-gaah-e-naaz tamaashaa.iyo.n se hai
raunaq jahaa.n kii anjuman-aaraa.iyo.n se hai
Shakeb Jalali
Ghazal
dil jalva-gaah-e-suurat-e-jaanaana ho gayaa
shiisha ye ek dam me.n parii-KHaana ho gayaa
Shah Naseer
Ghazal
chashm-e-yaqii.n se dekhiye jalva-gah-e-sifaat me.n
husn hii husn hai tamaam ishq kii kaa.enaat me.n
Waqar Bijnori
Ghazal
ab imtiyaaz-e-jalva-gah-o-jalva-gar kahaa.n
merii nazar me.n parda-e-shams-o-qamar kahaa.n
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
hariim-e-naaz kahaa.n jalva-gaah-e-yaar kahaa.n
ta.Dap rahii hai ko.ii barq baar-baar kahaa.n
Abdullateef Shauq
Ghazal
vo jalva-gah-e-naaz hai yaa bazm-e-tuur hai
har ek zarra ruu-kash-e-duniyaa-e-nuur hai
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
kisii jalva-gaah-e-majaaz me.n kahii.n rah gayaa
mai.n tire badan kii namaaz me.n kahii.n rah gayaa
Juned Azar
Ghazal
vo jalva-gaah-e-naaz me.n jis vaqt aa ga.e
naaz-o-adaa se hosh sabhii ke u.Daa ga.e
Barqi Azmi
Ghazal
kab aap kaa dar jalva-gah-e-aam nahii.n hai
kab shaam-o-sahar daur me.n vaa.n jaam nahii.n hai
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Ghazal
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
ye dil hii jalva-gaah hai us KHush-KHiraam kaa
dekhaa to sirf naam hai bait-ul-haraam kaa
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
dil hai haqiiqat-aashnaa jalva-gah-e-majaaz me.n
husn-e-azal hai mustatar ishq kii soz-o-saaz me.n
Saqib Rampuri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ab kaun phir ke jaa.e tirii jalva-gaah se
o shoKH chashm phuu.nk de barq-e-nigaah se