SEARCH RESULTS
Showing search results for "joban"
Ghazal MATCHES FOR "joban"
Ghazal
aa.nkhe.n dikhlaate ho joban to dikhaa.o saahab
vo alag baa.ndh ke rakkhaa hai jo maal achchhaa hai
Ameer Minai
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ai jaa.n muqaabla mire haatho.n se kab hu.aa
joban tire ubhar ke karaare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
dekh kar joban tiraa kis kis ko hairaanii hu.ii
is javaanii par javaanii aap diivaanii hu.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
mulaa.im peT maKHmal saa kalii sii naaf kii suurat
uThaa siina safaa pe.Duu ajab joban kii naarii hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
lahlahaataa hu.aa ye qad ye lahaktaa joban
zulf so mahkii hu.ii raato.n kaa ban kyaa kahnaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
saaz-e-jamaal kii ye navaa-haa-e-sarmadii
joban to vo farishte sune.n gungunaahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Qayyum Nazar
Ghazal
saaqii nashe me.n tujh se lu.nDhaa shiisha-e-sharaab
chal ab ki duKHt-e-taak kaa joban to Dhal gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
un ke khilte hu.e joban ko vo murjhaa na sakaa
aane ko daur-e-KHizaa.n saal-ba-saal aataa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
aap ke ruKH se barastaa hai sahar kaa joban
aap kii zulf ke saa.e me.n ghaTaa aatii hai
Sabir Dutt
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ubhraa hu.aa vo siina aur josh bharaa joban
ek naaz kaa dariyaa hai ik husn kaa baadal hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyaa dabaa.e.nge ubhar kar tire joban zaalim
ye to KHud dekhne vaalo.n se dabe jaate hai.n