SEARCH RESULTS
Showing search results for "jur.a"
Ghazal MATCHES FOR "jur.a"
Ghazal
baabaa alif ne shab kahaa nashsha-ba-nashsha kar gile
jur.a-ba-jur.a ranj hai jaam-ba-jaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
vaa.iz nahii.n kaifiyyat-e-mai-KHaana se aagaah
yak jur.a badal varna ye mindiil dhar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
hamaare hisse kaa ik jur.a bhii nahii.n baaqii
nigaah-e-dost kii mai-KHaangii ko kyaa kiije
Noon Meem Rashid
Ghazal
aaKHirii jur.a-e-pur-kaif ho shaayad baaqii
ab jo chhalkaa to chhalak jaa.e gaa saaGar meraa
Athar Nafees
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
dil-e-fasurda me.n hotii hai zindagii paidaa
'nushuur' jura-e-sahbaa bhii zindagaanii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
dil-e-fasurda me.n hotii hai zindagii paidaa
'nushuur' jur.a-e-sahbaa bhii zindagaanii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
KHuub agar jur.a -mai-nosh nahii.n kar sakte
KHaatir-jam.a mai-aashaam se ye kaam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
jurra-e-aaKHir-e-mai hai ki giraa.n-KHvaabii-e-shab
chaa.nd saa Duub rahaa hai mire andar ko.ii
Zeb Ghauri
Ghazal
piinaa ho to ik jura-e-zahraab bahut hai
ham tishna-dahan tohmat-e-baada nahii.n rakhte
Shakeb Jalali
Ghazal
tuu nahii.n hai to har ik jur.a-e-mahtaab-sifat
yaad kii aa.nkh se Tapkii hu.ii tanhaa.ii hai
Atta Shad
Ghazal
piyaa hai shiisha-e-garduu.n se jis ne ik jur.a
misaal-e-jaam vo baa-diida-e-pur-aab uThaa
Shah Naseer
Ghazal
bas ek naara-e-rindaana ek jur.a-e-talKH
phir us ke baad jo aalam bhii ho nayaa hogaa
Asad Bhopali
Ghazal
ik jurra-e-aaKHir kii kamii rah ga.ii aaKHir
jitnii vo pilaate ga.e aa.nkho.n ne kahaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
aa mil ke phir banaa.e.n mai-KHaana-e-mohabbat
mai.n jur.a-kash banuu.n tuu paimaana-saaz ho jaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
mai-e-be-KHudii kaa saaqii mujhe ek jur.a bas thaa
na kabhii nasha utartaa na kabhii KHumaar hotaa
Ismail Merathi
Ghazal
jab rang badaltaa hai us chashm-e-fusuu.n-gar kaa
har jur.a-e-sahbaa kii taasiir badaltii hai
Shamsii Meenai
Ghazal
Gair ho.n jur.a-e-kash-e-bazm-e-tamannaa afsos
KHuun ke ghuu.nT mai.n piitaa rahaa KHaamosh rahaa
Yagana Changezi
Ghazal
jur.a-e-talKH bhii hai jaam-gavaaraa bhii hai
zindagii jashn-gah-e-baada-kashii hai yaaro