SEARCH RESULTS
Showing search results for "jur.a"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jur.a"
Ghazal
baabaa alif ne shab kahaa nashsha-ba-nashsha kar gile
jur.a-ba-jur.a ranj hai jaam-ba-jaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
vaa.iz nahii.n kaifiyyat-e-mai-KHaana se aagaah
yak jur.a badal varna ye mindiil dhar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
hamaare hisse kaa ik jur.a bhii nahii.n baaqii
nigaah-e-dost kii mai-KHaangii ko kyaa kiije
Noon Meem Rashid
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
jur'a
जुर'आ جُرْعَہ
gulp, sip, dose, mouthful (of a drink), draught, unit of measurement, a piece of agriculture land
Arabic
juuraa
जूरा جُورا
knot of head hair which women tie their hair together and tie on top of their head
Hindi, Sanskrit
MORE MATCHES FOR "jur.a"
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
ye samajh kar jur.a-e-pinhaa.n ko.ii
shaayad aaKHir ibtidaa-e-raaz kaa iimaa bane!
Noon Meem Rashid
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
dil-e-fasurda me.n hotii hai zindagii paidaa
'nushuur' jura-e-sahbaa bhii zindagaanii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
dil-e-fasurda me.n hotii hai zindagii paidaa
'nushuur' jur.a-e-sahbaa bhii zindagaanii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
KHuub agar jur.a -mai-nosh nahii.n kar sakte
KHaatir-jam.a mai-aashaam se ye kaam karo
Meer Taqi Meer
Kulliyat
vaa.iz nahii.n kaifiyyat-e-mai-KHaana se aagaah
yak jur.a badal varna ye mindiil dhar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
jurra-e-aaKHir-e-mai hai ki giraa.n-KHvaabii-e-shab
chaa.nd saa Duub rahaa hai mire andar ko.ii
Zeb Ghauri
Ghazal
piinaa ho to ik jura-e-zahraab bahut hai
ham tishna-dahan tohmat-e-baada nahii.n rakhte
Shakeb Jalali
Ghazal
bas ek naara-e-rindaana ek jur.a-e-talKH
phir us ke baad jo aalam bhii ho nayaa hogaa
Asad Bhopali
Ghazal
piyaa hai shiisha-e-garduu.n se jis ne ik jur.a
misaal-e-jaam vo baa-diida-e-pur-aab uThaa
Shah Naseer
Ghazal
tuu nahii.n hai to har ik jur.a-e-mahtaab-sifat
yaad kii aa.nkh se Tapkii hu.ii tanhaa.ii hai





