SEARCH RESULTS
Showing search results for "kajlaa"
Ghazal MATCHES FOR "kajlaa"
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
na.ii sahar ke bahut log muntazir hai.n magar
na.ii sahar bhii jo kajlaa ga.ii to kyaa hogaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
vaqt kii dhuul ne kajlaa diye suuraj kitne
kaise kaiso.n ko zamaane ne faraamosh kiyaa
Javed Naseemi
Ghazal
ba.ad muddat ke milaa hai to mire yaar bataa
terii aa.nkho.n me.n jo ik barq thii kajlaa ga.ii kyaa
Umar Ansari
Ghazal
Murtaza Barlas
Ghazal
ek lamhe me.n shafaq ke rang ko kajlaa ga.ii
us kii pal bhar kii udaasii us kaa pal bhar kaa sukuut
Nomaan Shauque
Ghazal
apnii hii raakh me.n ye aag na kajlaa jaa.e
ab lagaa.ii hai to aa.nchal kii havaa do ham ko
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
kajlaa ga.ii hai raushnii garche charaaG kii
lekin nahii.n huu.n aas se maayuus aaj tak
Sadaf Jafri
Ghazal
Yusuf Jamal
Ghazal
kajlaa gayaa hai kitne hii qadmo.n tale magar
ye raasta ajiib hai kuchh boltaa nahii.n
Raees Faraz
Ghazal
be-hisii kaa sard mausam zindagii par chhaa gayaa
dil me.n raushan the jo a.ngaare vo sab kajlaa ga.e
Makhmoor Saeedi
Ghazal
ab ke ghanghor ghaTaa khul ke jo barse bhii to kyaa
dhuup ne rang hii kajlaa diyaa sahraa.o.n kaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
Asrar Zaidi
Ghazal
Ejaz Quraishi
Ghazal
ye chaa.ndnii jo tirii yaad se 'ibaarat hai
ye chaa.ndnii bhii jo kajlaa ga.ii to kyaa hogaa