SEARCH RESULTS
Showing search results for "karaane"
Ghazal MATCHES FOR "karaane"
Ghazal
teraa dukh aur aa.nhke.n bharne vaalaa mai.n
terii KHaatir sab kuchh karne vaalaa mai.n
Javed Akram Farooqi
Ghazal
puuchh baiThe log mujh se ro rahaa hai kyaa hu.aa
chup karaane the jo aa.e log mil kar ro pa.De
Prashant Sharma Daraz
Ghazal
vo mujh se meraa ta.aaruf karaane aayaa thaa
abhii guzar jo gayaa ik aziim lamha thaa
Azhar Inayati
Ghazal
log iqraar karaane pe tule hai.n ki mujhe
apne hii aap se inkaar kii biimaarii hai
Salim Saleem
Ghazal
amal bhii shart hai itnaa zaruur yaad rahe
faqat du.aa.e.n karaane se kuchh nahii.n hogaa
Tabish Raihan
Ghazal
vaqt kii qaid se aazaad karaane aa.e
aaKHirii vaqt mujhe mu.nh hii dikhaane aa.e
Basheer Ahmad Shad
Ghazal
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
razaa-kaaraan-e-ulfat maut se KHaa.if nahii.n hote
hamesha aag hii se kheltaa rahtaa hai parvaana
Sahir Siyalkoti
Ghazal
Basheer Dada
Ghazal
Hasrat Azimabadi
Ghazal
ek pal hii ke liye ham use soche.n aur phir
jism ko ruuh kaa ehsaas karaane lag jaa.e.n