SEARCH RESULTS
Showing search results for "khajaalat"
Ghazal MATCHES FOR "khajaalat"
Ghazal
Daalaa na be-kasii ne kisii se mu.aamla
apne se khii.nchtaa huu.n KHajaalat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
gunah kaa bojh jo gardan pe ham uThaa ke chale
KHudaa ke aage KHajaalat se sar jhukaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Tahir Adeem
Ghazal
dekhaa tujhe jo KHuun-e-shahiidaa.n se surKH-posh
turk-e-falak zamii.n me.n KHajaalat se ga.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dikhaa sahiifa-e-ruKH is tarah ki ahl-e-bahaar
varaq varaq ba-KHajaalat bayaaz-e-laala kare.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
kiyaa sharminda itnaa saKHt-jaanii ne nazaakat se
KHajaalat se sar un ke saamne mushkil se uThtaa hai
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
KHajaalat hu.ii us ke kuuche me.n kyaa kyaa
mujhe pahle naqsh-e-qadam dekhnaa thaa
Aziz Hyderabadi
Ghazal
kaT ga.e maare KHajaalat ke javaanaan-e-chaman
baa.Dh par qad jo tiraa o sitam-iijaad aayaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
ek din haath lagaayaa thaa tire daaman ko
ab talak sar hai KHajaalat se garebaan ke biich
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
qaabil-e-diid hai mahshar me.n KHajaalat un kii
do qadam chalte hai.n rukte hai.n Thahar jaate hai.n
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
Alimullah
Ghazal
ham se insaa.n kii KHajaalat nahii.n dekhii jaatii
kam-savaado.n kaa bharam ham ne ravaa rakkhaa hai
Farigh Bukhari
Ghazal
vo gul araq-fashaa.n nazar aayaa jo baaG me.n
shabnam pe os aab-e-KHajaalat se pa.D ga.ii
Shad Lakhnavi
Ghazal
be-chehragii-e-umr-e-KHajaalat bhii bahut hai
is dasht me.n girdaab kii suurat bhii bahut hai