SEARCH RESULTS
Showing search results for "khajaalat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khajaalat"
Ghazal
Daalaa na be-kasii ne kisii se mu.aamla
apne se khii.nchtaa huu.n KHajaalat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
gunah kaa bojh jo gardan pe ham uThaa ke chale
KHudaa ke aage KHajaalat se sar jhukaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
Momin Khan Momin
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khajaalat"
Ghazal
Tahir Adeem
Ghazal
dekhaa tujhe jo KHuun-e-shahiidaa.n se surKH-posh
turk-e-falak zamii.n me.n KHajaalat se ga.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dikhaa sahiifa-e-ruKH is tarah ki ahl-e-bahaar
varaq varaq ba-KHajaalat bayaaz-e-laala kare.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
kiyaa sharminda itnaa saKHt-jaanii ne nazaakat se
KHajaalat se sar un ke saamne mushkil se uThtaa hai
Sher Singh Naaz Dehlvi
Kulliyat
kyaa aur likhiye kaisii KHajaalat mujhe hu.ii
sar ko jhukaa.e aaya jo qaasid chalaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Nazm
rumuz-e-mohabbat
miraa bayaa.n thaa muraqqa.a mirii KHajaalat kaa
har ek harf me.n thaa Gairiyat kaa afsaana
Asar Sahbai
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
KHajaalat hu.ii us ke kuuche me.n kyaa kyaa
mujhe pahle naqsh-e-qadam dekhnaa thaa
Aziz Hyderabadi
Ghazal
kaT ga.e maare KHajaalat ke javaanaan-e-chaman
baa.Dh par qad jo tiraa o sitam-iijaad aayaa