SEARCH RESULTS
Showing search results for "khatt-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "khatt-e-yaar"
Ghazal
aa.nsuu bahaa rahaa huu.n KHat-e-yaar pa.Dh ke mai.n
yuu.n daana Daaltaa huu.n kabuutar ke ruu-ba-ruu
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
jamaal-e-yaar se raushan hu.ii mirii duniyaa
vo chamkii dil me.n kiran maahtaab se pahle
A G Josh
Ghazal
muhaal thaa ki ham ai 'josh' zinda rah sakte
firaaq-e-yaar me.n ik roz mar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
aa.ina saaf-dil itnaa bhii nahii.n ab ki tumhe.n
asl chehre ke KHat-o-KHaal dikhaa hii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai.n diidanii banafsha o sumbul ke pech o taab
naqsha khii.nchaa hu.aa hai KHat-o-zulf-e-yaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
har baar khii.nch laa.ii hame.n Gairat-e-junuu.n
sau baar yuu.n to ham bhii dar-e-yaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
huzuur-e-yaar bhalaa kaise arz-e-haal kare.n
ham aisii taab na aisii majaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
mizaaj-e-yaar tujhe kyo.n vo e.atibaar thaa shaaq
ye aa.e din kaa talavvun jise miTaa ke rahaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
miltaa nahii.n kahii.n dahan-e-yaar hai anaaj
faaqo.n se jism hai kamar-e-yaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aaGaaz-e-sabza se hai jo ruKHsaar par Gubaar
agle baras ise KHat-e-gulzaar dekhnaa