SEARCH RESULTS
Showing search results for "khauf-e-raqiib"
Ghazal MATCHES FOR "khauf-e-raqiib"
Ghazal
vatan se aayaa hai ye KHat 'raqiib' mere naam
har ek lafz me.n ga.ng-o-jaman kii KHushbuu hai
Satish Shukla Raqeeb
Ghazal
mai.n muztarib huu.n vasl me.n KHauf-e-raqiib se
Daalaa hai tum ko vahm ne kis pech-o-taab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
KHauf-e-raqiib kaa to ye 'aalam aur us pe ishq
sab chaahte hai.n chaah kaa un par gumaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
soz-e-shu.uur-e-ishq ataa ho to baat kar
tere bhii dil me.n KHauf-e-KHudaa ho to baat kar
M. I. Sajid
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
phirte ho saik.Do.n nadiido.n me.n
tum ko KHauf-e-nazar guzar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kitnaa be-KHauf thaa vo Gaar kii taariikii me.n
aaj haatho.n me.n liye shams-o-qamar chiiKHtaa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai mere KHuun me.n shaamil miraa sagaa bhaa.ii
mujhe hai KHauf na ilzaam mere sar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
tirii taraf hai ba-hasrat nazaara-e-nargis
ba-korii-e-dil-o-chashm-e-raqiib saaGar khii.nch
Mirza Ghalib
Ghazal
chaak-e-dil-e-raqiib kii jab fikr kiijiye
pahle ye dekh liijiye pahlaa rafuu na ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
aap se kaun kare bahs sar-e-bazm-e-raqiib
aap ne ham pe hii ilzaam lagaanaa hai miyaa.n
Faisal Imam Rizvi
Ghazal
kyuu.nkar uThaa.e.n sadma-e-rashk-e-raqiib ko
ye baat ham se to na hu.ii hai kabhii na ho
Hamid Hasan Qadri
Ghazal
phir dil pe barastii hai tire pyaar kii shabnam
ab KHauf-e-bad-andeshii-e-KHurshed-e-sahar kyaa
Rabia Barni
Ghazal
ye rashk hai ki vo hotaa hai ham-suKHan tum se
vagarna KHauf-e-bad-aamozi-e-aduu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n 'aKHtar' kabhii bhii mai.n
KHauf-e-sinaan-e-zill-e-ilaahii na laa.uu.ngaa