SEARCH RESULTS
Showing search results for "kholo"
Ghazal MATCHES FOR "kholo"
Ghazal
nahii.n hai mere muqaddar me.n raushnii na sahii
ye khi.Dkii kholo zaraa sub.h kii havaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
belche laa.o kholo zamii.n kii tahe.n
mai.n kahaa.n dafn huu.n kuchh pataa to chale
Kaifi Azmi
Ghazal
mere jhuuT ko tolo bhii aur kholo bhii tum
lekin apne sach ko bhii miizaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mere jhuuT ko kholo bhii aur tolo bhii tum
lekin apne sach ko bhii miizaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
masarrato.n ke KHazaane hii kam nikalte hai.n
kisii bhii siine ko kholo to Gam nikalte hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
vo agar jaa bhii chukii hai to na aa.nkhe.n kholo
abhii mahsuus kiye jaa.o rifaaqat us kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
ko.ii aayaa hai zaraa aa.nkh to kholo 'shahzaad'
abhii jaage the abhii sone kii tayyaarii hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
naz'a me.n huu.n mirii mushkil karo aasaa.n yaaro.n
kholo ta'viiz-e-shifaa jald mire baazuu se
Meer Anees
Ghazal
KHud tumhii.n jism kii diivaar me.n khi.Dkii kholo
ek zindaan hai saa.nso.n kaa havaa kyaa degaa
Aah Sambhali
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
socho to kuchh na samjho samjho to kuchh na bolo
phir chup kaa husn dekho bekaar lab na kholo
Khalid Ahmad
Ghazal
tamaam shahr pe KHaamoshiyaa.n musallat hai.n
labo.n ko kholo ki ye vaqt imtihaan kaa hai
Shahryar
Ghazal
tum apne jism kaa aatish-kada kholo ki ham suufii
usii kii aag le kar ruuh ko garmaane vaale hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
yahii hai vaqt ki KHvaabo.n ke baadbaa.n kholo
kahii.n na phir se nadii aa.nsu.o.n kii ghaT jaa.e