SEARCH RESULTS
Showing search results for "kumlaa"
Ghazal MATCHES FOR "kumlaa"
Ghazal
de jaam talattuf se saaqii ba-lab-e-tishna
dil pyaas se jab kumlaa paimaana hu.aa to kyaa
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
kitne ha.nste hu.e mausam abhii aate lekin
ek hii dhuup ne kumhlaa diyaa manzar meraa
Athar Nafees
Ghazal
sunte hai.n ki aabaad yahaa.n thaa ko.ii kumba
aasaar bhii kahte hai.n yahaa.n par ko.ii ghar thaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
ba.De saliiqe se sab ko sambhaal rakkhaa hai
zaraa sii chuuk se kumba bikhar bhii saktaa hai
Naseem Nikhat
Ghazal
diid kii mohlat to miltii hai magar kyaa dekhiye
aa.nkh bujh jaa.egii aaKHir phuul kumhlaa jaa.egaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
Suman Shah
Ghazal
zulf kab kii aatish-e-ayyaam se kumhlaa ga.ii
zulf kaa saaya nahii.n Dhaltaa sar-e-muu aaj bhii
Khursheed Rizvi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
yaadash-ba-KHair ik gul-e-shaadaab the kabhii
aisii KHizaa.n pa.Dii hai ki kumhlaa ga.e hai.n ham
Ajmal Ajmali
Ghazal
raat bhii murjhaa chalii chaa.nd bhii kumhlaa gayaa
phir bhii tiraa intizaar dekhiye kab tak rahe
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Shah Deen Humayun
Ghazal
na pahu.nchii chaman tak KHizaa.n aa ga.ii
dilo.n ke ka.nval khil ke kumhlaa ga.e