SEARCH RESULTS
Showing search results for "lafzo"
Ghazal MATCHES FOR "lafzo"
Ghazal
daftar hai ek maani-e-be-lafz-o-saut kaa
saada sii jo nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
hariim-e-lafz-o-ma.aanii se nisbate.n bhii rahii.n
magar saliiqa-e-arz-e-hunar nahii.n aayaa
Iftikhar Arif
Ghazal
lafz-o-ma'aanii kaa baham kyuu.n hai suKHan
kis zamaane me.n thii.n in me.n yaariyaa.n
Jaun Eliya
Ghazal
'ishq kii choT dikhaane me.n kahii.n aatii hai
kuchh ishaare the ki jo lafz-o-bayaa.n tak pahu.nche
Jigar Moradabadi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
lafz-o-manzar me.n ma.aanii ko TaTolaa na karo
hosh vaale ho to har baat ko samjhaa na karo
Mahmood Ayaz
Ghazal
Haneef Akhgar
Ghazal
tirii hamd kyaa kare.nge ye bayaa.n ye lafz-o-ma.anii
tiraa husn bhii anokhaa tirii zaat bhii yagaana
Naaz Muradabadi
Ghazal
Raees Ansari
Ghazal
inqalaabaat-o-azaa.em ke sa.nvarne ke liye
ek aa.iina pas-e-lafz-o-bayaa.n rakhtaa huu.n
Nushur Wahidi
Ghazal
chup hai andaaz-e-nigaarish to ko.ii baat nahii.n
bol uThe.n lafz-o-ma.aanii to mujhe KHat likhnaa
Mutrib Nizami
Ghazal
aur ba.Dh jaatii hai kuchh lafz-o-bayaa.n kii taasiir
lafz jab ashk kii suurat me.n adaa hotaa hai
Rais Amrohvi
Ghazal
is mamlikat-e-lafz-o-bayaa.n me.n bhii to 'ashfaaq'
ik raah alag apnii nikaale hu.e ham hai.n