SEARCH RESULTS
Showing search results for "latiife"
Ghazal MATCHES FOR "latiife"
Ghazal
udaas kar ga.e be-saaKHta latiife bhii
ab aa.nsu.o.n se rulaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Bashir Badr
Ghazal
udaas rahne kii aadat bahut burii hai tumhe.n
latiife yaad karo ha.ns-ha.nsaa ke so jaa.o
Rauf Raza
Ghazal
mancho.n pe chuTkule hai.n latiife hai.n aaj-kal
mancho.n pe ne hai.n pant niraalaa to kyaa hu.aa
Kunwar Bechain
Ghazal
tuu jinhe.n bech ke KHush-haal nahii.n hotaa hai
qissa-go aise latiife mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Ghazal
kaun suntaa hai bhikaarii kii sadaa.e.n is liye
kuchh zariifaana latiife yaad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
guzre hai.n ham pe aise bhii lamhe kabhii kabhii
dil ro pa.Daa hai sun ke latiife kabhii kabhii
Sabiha Sumbul
Ghazal
Gamgiin huu.n latiife hai.n phir bhii zabaan par
qaa.em rahe ye zauq-e-zaraafat KHudaa kare
Javed Jamil
Ghazal
mai.n zindagii kii bus me.n latiife huu.n bechtaa
jalne lage hai.n log mire kaarobaar se
Rana Abdurrab
Ghazal
ahbaab to mahfil me.n sunaate hai.n latiife
lekin vo 'aziim' aaj bhii sanjiida bahut hai
Imran Azeem
Ghazal
nazm KHabro.n ko kiyaa aur na latiife likkhe
mai.n ne ash.aar me.n jiine ke saliiqe likkhe
Akhtar Hashmi
Ghazal
baat is baat me.n hai jis se ko.ii baat bane
yuu.n latiife bhii mazedaar hu.aa karte hai.n
Nasir Misbahi
Ghazal
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
baalii.n pe jalva-rez hai husn-e-latiif-e-dost
'fayyaaz' aa.nkh khol namaaz-e-sahar ga.ii