SEARCH RESULTS
Showing search results for "lauTne"
Ghazal MATCHES FOR "lauTne"
Ghazal
ham ne hii lauTne kaa iraada nahii.n kiyaa
us ne bhii bhuul jaane kaa va.ada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
tum lauTne me.n der na karnaa ki ye na ho
dil tiirgii me.n gher chuke aur diyaa jale
Tahzeeb Hafi
Ghazal
duniyaa me.n aa.nkhe.n kholii hai.n muu.ndne kii KHaatir
aate hii lauTne kaa saamaan kar liyaa hai
Rajesh Reddy
Ghazal
kisii ke lauTne kii jab sadaa sunii to khulaa
ki mere saath ko.ii aur bhii safar me.n thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
lauT aa.e hai.n sahraa se sabhii lauTne vaale
is baar mire shahr me.n achchhaa hai ki tum ho
Sarfaraz Khalid
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
jinho.n ne luuTaa thaa maulaa husain kaa laasha
unhii.n sinaa.n se ridaa luuTne kii KHvaahish thii
Imran Rahib
Ghazal
aa.e nahii.n ki karne lage lauTne kii baat
tum hii bataa.o aise me.n Gussa na aa.egaa
Kuldeep Kumar
Ghazal
tire KHayaal ke aate hii lauTne se lagaa
har ek chiiz udaasii me.n zam nahii.n hotii
Jahanzeb Sahir
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
Khalid Moin
Ghazal
Faizul Amin Faiz
Ghazal
ab aa.e ho saare diye jab ik ik kar ke bujh bhii ga.e
lekin lauT ke aane vaalo shaad raho aabaad raho
Khalid Moin
Ghazal
'hasrat' jab beTii kii Dolii lauT ga.ii
lauTne vaalii sab baaraate.n yaad aa.ii.n