SEARCH RESULTS
Showing search results for "libaas-e-khaas"
Ghazal MATCHES FOR "libaas-e-khaas"
Ghazal
daanishvarii kaa zahr na thaa mujh pe kaargar
mere libaas-e-KHaas KHirad ke kafan se thaa
Masood Qureshi
Ghazal
badal ke ruup milaa vaz.a-e-aamiyaana me.n
libaas-e-KHaas pahan kar vo KHuub-ruu na milaa
Mazaq Badayuni
Ghazal
ham-nafas-o-habiib-e-KHaas bante hai.n Gair kis tarah
bolii ye sard-mehrii-e-umr-e-gurez-paa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
jin se rabt-e-KHaas ho kyo.n mujh ko begaana kahe.n
apnaa diivaana banaayaa hai to diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
'fazaa' tujhii ko ye saffaaki-e-hunar bhii milii
ik ek lafz ko yuu.n be-libaas kar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
na daamano.n me.n yahaa.n KHaak-e-rahguzar baa.ndho
misaal nik.hat-e-gul mahmil-e-safar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
tar sharm ke pasiine se aise hu.e hai.n raat
malbuus-e-KHaas dhuup me.n sukhlaa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
jin se ai dil tiraa kuchh KHaas ta'alluq Thahraa
un se iz.haar-e-vafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
ye jalaa de na kahii.n mere hii ghar aa.ngan ko
mujh ko apne KHas-o-KHaashaak se Dar lagtaa hai
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
KHas-o-KHaashaak se nisbat thii to honaa thaa yahii
Dhuu.nDne nikle the shole ko sharar bhii na milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Iftikhar Naseem
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jamaal-e-yaar sazaa-vaar-e-jiht-e-KHaas nahii.n
ajiib marhala dar-pesh hai nazar ke liye