SEARCH RESULTS
Showing search results for "libaas-e-khaas"
Nazm MATCHES FOR "libaas-e-khaas"
Nazm
amn ka paighambar
ho na jaa.e raakh jal kar ye dayaar-e-KHaar-o-KHas
Daal de bijlii se le kar us ke siine me.n nafas
Maikash Hyderabadi
Nazm
jashn-e-id
kahii.n kahii.n ko.ii faanuus bhii nazar aayaa
ba-taur-e-KHaas magar qalb-e-daaG-daar jale
Shakeb Jalali
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
is mas.ala-e-KHaas kii tafsiir yahii hai
firdaus-e-zamii.n jannat-e-kashmiir yahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
wed
thii.n khulii jalva-gah-e-KHaas me.n raahe.n un kii
vaaqif-e-raaz-e-haqiiqat thii.n nigaahe.n un kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
raushni ki hukumat
'be-dil' libaas-e-zaKHm mubaarak ho aap ko
ab munjamid lahuu me.n haraarat bhii aa.egii
Bedil Haidari
Nazm
mazdur
libaas-e-dahr hai.n tere libaas ke paivand
KHudaa gavaah hai sarmaaya-daar kii saugand
Maikash Akbarabadi
Nazm
jamal
vo narm niimaa se kundan badan kii ra.ng-tara.ng
banii hu.ii sii vo kirne.n libaas-e-zebaa me.n
Masud Husain Khan
Nazm
ai dil-e-afsurda
daaman-e-kohsaar se ThanDii havaa aane lagii
nabz-e-KHas me.n zindagii kaa KHuun dau.Daane lagii
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
dariya-e-gomti
gomtii ke pech-o-KHam me.n lakhna.uu kaa baa.nkpan
is tarah nikhraa ki jannat ban gayaa saaraa chaman
Fatima wasia Jayasi
Nazm
karachi ka mawasalati mushaira
shero.n me.n aa gayaa hai jo maGrib kaa ra.ng-e-KHaas
mahsuus ho rahaa hai ki shaa.er hai be-libaas
Khalid Irfan
Nazm
hilal-e-eid
zeb detaa hai libaas-e-nau na.e andaaz me.n
tan badan bhii hai mo.attar ye jamaal-e-eid hai