SEARCH RESULTS
Showing search results for "lihaafo.n"
Ghazal MATCHES FOR "lihaafo.n"
Ghazal
Hammad Niyazi
Ghazal
ik takalluf me.n lihaafo.n kaa sahaaraa le kar
aastiino.n me.n chhupe saa.np bhii pal jaate hai.n
Jahanzeb Sahir
Ghazal
mai.n sai.nt sai.nt ke rakkhe hu.e lihaafo.n se
tumhaare lams kii garmii churaane vaalii huu.n
Farzana Nainan
Ghazal
lihaafo.n kii socho alaavo.n kii chho.Do
ki baadal fazaa.o.n pe chhaa.e hu.e hai.n
Mahesh Shukla
Ghazal
yuu.n pyaar nahii.n chhuptaa palko.n ke jhukaane se
aa.nkho.n ke lifaafo.n me.n tahriir chamaktii hai
Bashir Badr
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
mai.n tez dhuup me.n jal kar bhii yaad kartaa huu.n
vo sard raat me.n us kaa lihaaf ho jaanaa
Mehshar Afridi
Ghazal
suuraj lihaaf o.Dh ke soyaa tamaam raat
sardii se ik parinda dariiche me.n mar gayaa
Athar Nasik
Ghazal
Sardar Panchhi
Ghazal
vo sardiyo.n kii dhuup kii tarah Guruub ho gayaa
lipaT rahii hai yaad jism se lihaaf kii tarah
Musavvir Sabzwari
Ghazal
jaatii nahii.n hai us kii mahak tak lihaaf se
aa.ii thii ek baar parii koh-e-qaaf se
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
o.Dh letaa hai yaqii.n maslahatan chup kaa lihaaf
is gha.Dii sach kii har ik baat gumaa.n boltaa hai
Rahman Jami
Ghazal
lahuu lahuu aarzuu badan kaa lihaaf hogaa
vo kitnaa buzdil hai aaj ye inkishaaf hogaa
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
vo sard raat rago.n me.n lahuu jamaa detii
agar mai.n o.Dh na letaa ko.ii lihaaf badan
Mehshar Afridi
Ghazal
kisii ke sard ravayye pe KHaamushii kaa lihaaf
ye intiqaam bhii kyaa intiqaam hotaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
tere Gamo.n ko raat kaa bistar banaa luu.n mai.n
merii KHushii ko le ke inhe.n tuu lihaaf kar