SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma-e-lashkar"
Ghazal MATCHES FOR "ma-e-lashkar"
Ghazal
bahut naazuk hai.n mere sarv qaamat teGzan logo
haziimat KHurdgii merii saf-e-lashkar pe likh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
dekhaa gayaa na mujh se ma.aanii kaa qatl-e-aam
chup-chaap mai.n hii lafzo.n ke lashkar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shikast khaa.e hu.e hauslo.n kaa lashkar huu.n
uThaa ke mujh ko saf-e-dushmanaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ham-saaya uThaa laataa hai ghar me.n man-o-salvaa
par merii anaa hai ki mujhe rok rahii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
tuyuur aa.e magar un kii cho.nch KHaalii thii
faraar ho gayaa lashkar se abraha meraa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hangaama-haa-e-GalGala-e-maa-o-man na puuchh
'beKHud' bhii apne ahd kaa mansuur ho gayaa
Bekhud Mohani
Ghazal
sipaahiyo.n kii nigaahe.n ulajhtii rahtii hai.n
libaas-e-saahib-e-lashkar rafuu kiyaa jaa.e
Shahbaz Talib
Ghazal
Guruur-e-kasrat-e-lashkar na mere kaam aayaa
mai.n so rahaa thaa ki shab-KHuu.n Ganiim maar gayaa
Rasikh Irfani
Ghazal
dekhiye KHusravii-o-munsafii-o-daad-rasii
taaj-o-taKHt-o-zar-o-lashkar nahii.n dekhaa jaataa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
amiin-e-ishq ne dil-e-be-KHatar KHariid liyaa
ye aa.ina ma-e-aa.iina-gar KHariid liyaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
sab shor-e-maa-o-man ko liye sar me.n mar ga.e
yaaro.n ko is fasaane ne aaKHir sulaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aag ke safhe pe naqsh-e-maa-o-man rah jaa.egaa
raakh me.n sachchaa.ii kaa zinda badan rah jaa.egaa
Tahir Hanfi
Ghazal
Khalid Jamal
Ghazal
barq-e-jamaal naafe-e-maa-o-shumaa hu.ii
kyaa zikr-e-sham-e-tuur ki vo bhii KHamosh hai