SEARCH RESULTS
Showing search results for "maa-o-tuu"
Ghazal MATCHES FOR "maa-o-tuu"
Ghazal
shikva-e-jaur-o-jafaa ho ye zaruurii to nahii.n
hashr ulfat kaa buraa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
kuchh na samjhegaa tuu betaabii-e-dil kaa aalam
ye musiibat kii gha.Dii tujh pe kahaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
Khalid Jamal
Ghazal
ye ek pal jo hai maj.huul shaKHs kii suurat
mizaaj-e-aagahi-e-maah-o-saal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu ne sultaanii-e-jamhuur badal dii.n qadre.n
aaj farhaad ko mushkil nahii.n KHusrav likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu us kii zad me.n jo aayaa to Duub jaa.egaa
ba-qadr-e-aab hai har aa.ina bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kaaT kar dast-e-du.aa ko mere KHush ho le magar
tuu kahaa.n aaKHir ye shaaKH-e-be-samar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ham bhii kuchh der ko chamke the ki bas raakh hu.e
sach to ye hai ki ram-o-raqs-e-sharar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu hai ma.anii parda-e-alfaaz se baahar to aa
aise pas-manzar me.n kyaa rahnaa sar-e-manzar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu sang-e-miil kii suurat hai nasb ek jagah
mai.n gard-e-raah huu.n meraa tavaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jo taab-e-tamaashaa hii nahii.n us me.n 'razaa' tuu
vo aatish-e-furqat ko bujhaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
chhe.D dii zulm kii taujiih salaamat rahiye
sharm aa.ii bhii to aaya na pashemaa.n honaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
le kaam mujh se saKHt u.Daano.n kaa tuu magar
pahle mirii nigaah mire baal-o-par bhii dekh