SEARCH RESULTS
Showing search results for "maadde"
Ghazal MATCHES FOR "maadde"
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
ye dekh miraa haath mire KHuun se tar hai
KHush ho ki tiraa madd-e-muqaabil na rahaa mai.n
Abbas Tabish
Ghazal
ye kis vahshat-zada lamhe me.n daaKHil ho ga.e hai.n
ham apne aap ke madd-e-muqaabil ho ga.e hai.n
Aziz Nabeel
Ghazal
ka.aba-e-madd-e-nazar qibla-numaa hai taa-haal
kuu-e-jaanaa.n kii taraf dil nigaraa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
'aalam-e-hastii ko thaa madd-e-nazar katmaan-e-raaz
ek shai ko duusrii shai kaa sabab karnaa pa.Daa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
madd-e-nazar rahii hame.n aisii razaa-e-dost
kaaTii zabaa.n jo shikva dahan se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
har shai ko tum ne farz kiyaa aur is ke ba.ad
saa.e ko apnaa madd-e-muqaabil samajhte ho
Saleem Kausar
Ghazal
ham-sar-e-zulf qad-e-huur-e-shamaa.il Thahraa
laam kaa KHuub alif madd-e-muqaabil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
hayaa se nahii.n pusht-e-paa par vo chashm
miraa haal madd-e-nazar kuchh nahii.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
daaKHil na dushmano.n me.n na ahbaab me.n shumaar
madd-e-fuzuul huu.n mai.n tumhaare hisaab me.n
Ismail Merathi
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
nazar miltii nahii.n uThtii nahii.n aa.nkh
ko.ii puuchhe ki hai madd-e-nazar kyaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ai jazb-e-shauq rahm ki madd-e-nazar hai yaar
jaa saktii vaa.n talak nigah-e-naa-tavaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
apnaa saa ho jo madd-e-muqaabil to baat ho
tujh se ham ai aduu-e-kam-auqaat kyaa kahe.n
Shaukat Wasti
Ghazal
is baar the kuchh dost mire madd-e-muqaabil
siine pe sahe vaar sipar hote hu.e bhii
Shozeb Kashir
Ghazal
ab un kii jafaa.e.n nazar-andaaz na ho.ngii
ab merii vafaa madd-e-nazar ho ke rahegii