SEARCH RESULTS
Showing search results for "maamuur"
Ghazal MATCHES FOR "maamuur"
Ghazal
nahii.n zindagii ko vafaa varna 'aKHtar'
mohabbat se duniyaa ko maamuur kar duu.n
Akhtar Shirani
Ghazal
aage jamaal-e-yaar ke ma.azuur ho gayaa
gul ik chaman me.n diida-e-be-nuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
sirf zindaa.n kii hikaayat hii pe ma.amuur nahii.n
ek taariiKH safar kartii hai zanjiir ke saath
Saleem Kausar
Ghazal
dard se maamuur hotii jaa rahii hai kaa.enaat
ik dil-e-insaa.n magar dard-aashnaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
paayaa sar-e-har-zarra jigar-gosha-e-vahshat
hai.n daaG se ma.amuur shaqaa.iq kii kulaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
naGma-e-dard se ho jaataa hai aalam maamuur
is tarah chhe.Dtaa hai taar-e-rag-e-jaa.n ko.ii
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
us taaj ke aur taKHt ke dushman hai.n hazaaro.n
ma.amuur hifaazat pe hai.n do-chaar sipaahii
Komal Joya
Ghazal
aa.nkhe.n rasta takne par maamuur hu.ii.n hai.n
dil se kaise yaad miTaa.e.n aap bataa.e.n
Fauziya rabab
Ghazal
is KHasaare me.n ajab tarah kii sarshaarii thii
dil ko maamuur sadaa kaar-e-ziyaa.n par rakkhaa
Khurshid Talab
Ghazal
'saif' ye dard se ma.amuur KHaraabe dil ke
kitnii mushkil se basaa.e hai.n tumhe.n kyaa ma.aluum
Saifuddin Saif
Ghazal
ko.ii majnuu.n kii izzat ishq kii sarkaar me.n dekhe
ba.Dii KHidmat pe aisaa aadmii maamuur hotaa hai
Safi Aurangabadi
Ghazal
Shabnam Rumani
Ghazal
partav-e-mahr se ma.amuur hai zarra zarra
lahre.n letaa hai har ik qatre me.n dariyaa dekho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
maamuur thii.n suuraj kii gavaahii pe havaa.e.n
phir saa.e kahaa.n dhuup kii jaagiir uThaate
Saleem Kausar
Ghazal
safaarat-e-had-e-hairaangii pe huu.n maamuur
nigaar-KHaana-e-husn-o-adaa ko jaataa huu.n
Sarvat Husain
Ghazal
KHidmat-e-raaj-mahal par unhe.n dekhaa maamuur
jo ye kahte the ki sardaar baseraa hogaa
Gopal Mittal
Ghazal
vo to hai be-nuur aur ye nuur se maa'muur hai
chashm ko nargis kahegaa aisaa andhaa kaun hai