SEARCH RESULTS
Showing search results for "maamuur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maamuur"
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj-e-duud-e-aah se aa.iina hai raushan miraa
ganj-e-aab-aavrd se maamuur hai daaman miraa
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
ma.amuur hai.n gulzaar ab ki nahii.n
baazaar me.n maalan laatii hai
Akhtar Shirani
Nazm
hubb-e-watan
hu.ii.n yuusuf kii saKHtiyaa.n jab duur
aur hu.aa mulk-e-misr par maamuur
Altaf Hussain Hali
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maamuur"
Ghazal
nahii.n zindagii ko vafaa varna 'aKHtar'
mohabbat se duniyaa ko maamuur kar duu.n
Akhtar Shirani
Ghazal
aage jamaal-e-yaar ke ma.azuur ho gayaa
gul ik chaman me.n diida-e-be-nuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
sirf zindaa.n kii hikaayat hii pe ma.amuur nahii.n
ek taariiKH safar kartii hai zanjiir ke saath
Saleem Kausar
Ghazal
dard se maamuur hotii jaa rahii hai kaa.enaat
ik dil-e-insaa.n magar dard-aashnaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
paayaa sar-e-har-zarra jigar-gosha-e-vahshat
hai.n daaG se ma.amuur shaqaa.iq kii kulaahe.n
Mirza Ghalib
Nazm
goristan-e-shahi
zindagii se thaa kabhii ma.amuur ab sunsaan hai
ye KHamoshii us ke ha.ngaamo.n kaa goristaan hai
Allama Iqbal
Nazm
shikast-e-saz
aasmaa.n nuur ke naGmaat se ma.amuur sahii
mai.n ne ghaTtii hu.ii chiiKHo.n ke sune hai.n nauhe
Ada Jafarey
Ghazal
naGma-e-dard se ho jaataa hai aalam maamuur
is tarah chhe.Dtaa hai taar-e-rag-e-jaa.n ko.ii




