SEARCH RESULTS
Showing search results for "maano"
Ghazal MATCHES FOR "maano"
Ghazal
man.a kyuu.n karte ho ishq-e-but-e-shiirii.n-lab se
kyaa maze kaa hai ye Gam dosto Gam khaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
maano kahaa jafaa na karo tum vafaa ke ba.ad
aisaa na ho ki pher le.n ulTii du.aa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
miTaa diyaa mire saaqii ne aalam-e-man-o-tuu
pilaa ke mujh ko mai-e-la-ilaaha-illa-huu
Allama Iqbal
Ghazal
'daanish' ye haqiiqat hai bhale maano na maano
iKHlaas kaa tai karte hai.n me.aar munaafiq
Danish Aziz
Ghazal
udaas bas aadatan huu.n kuchh bhii hu.aa nahii.n hai
yaqiin maano kisii se ko.ii gila nahii.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
bad-du.aa ko.ii agar de to buraa mat maano
bad-du.aa bhii to mirii jaan du.aa hotii hai
Tripurari
Ghazal
yaqiin maano mai.n kab kaa bikhar gayaa hotaa
tumhaarii yaad ne ab tak mujhe sambhaalaa hai
Mohsin Bhopali
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
dosto tark-e-mohabbat kii nasiihat hai fuzuul
aur na maano to dil-e-zaar ko samjhaa dekho
Hasrat Mohani
Ghazal
raushan hai par chaa.nd saa maathaa teraa aur
gesuu tere maano maKHmal ke dhaage
Aarush Sarkaar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
na dekho aa.iina dekho miraa kahaa maano
dikhaa.o Gair ko suurat na mu.nh dikhaa ke mujhe