SEARCH RESULTS
Showing search results for "mah-vasho.n"
Ghazal MATCHES FOR "mah-vasho.n"
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
ham ne Thukraa.e na-jaane kitne aa.nkho.n ke payaam
mah-vasho.n ne ham pe khole dil ke darvaaze bahut
Shabab Lalit
Ghazal
mah-vasho.n kaa ye nayaa tarz-e-sitam to dekhiye
puuchhte hai.n vo ki ye kis baat par Gamgii.n hai
Shaikh Husain Salik
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
jo mah-vasho.n kii jabiino.n se phuuTtii hai 'niyaaz'
parakh sako to parakh lo vo raushnii kyaa hai
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
tang aa chukaa ho kashmakash-e-zindagii se jo
kyaa mah-vasho.n se kaam use dilrubaa se kyaa
Ameer Chand Bahar
Ghazal
yahaa.n hai.n Tuk.De jigar mah-vasho.n ke be-dekhe
ye baat kab hai mayassar bhalaa kataa.n ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
shahr-e-tarab me.n raat havaa tez thii bahut
kaa.ndho.n se mah-vasho.n ke dupaTTe giraa diye
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Wajahat Ali Sandailvi
Ghazal
qadam qadam pe the raste me.n mah-vasho.n ke hujuum
milii kisii se to jaa kar nazar usii se milii
Umar Ansari
Ghazal
Nasir Nizami
Ghazal
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Shahid Ishqi
Ghazal
sune hai.n sher mire mah-vasho.n ke ho.nTo.n se
mai.n dosto.n ke dilo.n kii jalan samajhtaa huu.n
Ramiz Hashmi
Ghazal
karte hai.n qatl sab ko nigaaho.n ke tiir se
un mah-vasho.n ke paas yahii ek kaam hai