SEARCH RESULTS
Showing search results for "manzil-e-mauhuum"
Ghazal MATCHES FOR "manzil-e-mauhuum"
Ghazal
zindagii manzil-e-mauhuum ko paane kii lagan
maut kahte hai.n jise jehd-e-musalsal kii thakan
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
Gam-e-dauraa.n kii rahii yaa Gam-e-jaanaa.n kii rahii
al-Garaz chhe.D rahii manzil-e-naakaam ke saath
Manzil Lohatheri
Ghazal
ab mudaavaa-e-Gam-e-dil tiraa hone se rahaa
har taraf 'manzil'-e-biimaar sitam jaage hai.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
jahaa.n shaakii hai tujh se ai mire dost
nahii.n hai ko.ii to 'manzil' nahii.n hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
shikva na shikaayat hai ko.ii ahl-e-sitam se
'manzil' me.n nahii.n hai to yahii chiiz nahii.n hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
kisii kii teG-e-nazar se jo pyaar thaa 'manzil'
tamaam umr nahaate lahuu me.n guzrii hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
abhii kahaa.n sitam-o-jaur me.n kamii 'manzil'
kahaa.n hu.aa hai na.e daur kaa vikaas abhii
Manzil Lohatheri
Ghazal
bazm-e-nashaat-e-yaar me.n rone ko aa ga.e
'manzil' tumhaarii baat bhii kuchh bar-mahal nahii.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
piir-e-mai-KHaana piine ko de yaa na de
mai-kade se na 'manzil' nikaale mujhe
Manzil Lohatheri
Ghazal
tesha-o-koh to mash.huur hu.e hii 'manzil'
aise nikle to faqat mere hii baazuu nikle
Manzil Lohatheri
Ghazal
hazrat-e-'manzil' ye sochaa hai kabhii
kuchh na kuchh hai vo bhii chaaraa jaa.egaa
Manzil Lohatheri
Ghazal
intizaar-e-manzil-e-mauhuum kaa haasil ye hai
ek din ham par inaayat kii nazar ho jaa.egii
Meeraji
Ghazal
jaane kis manzil-e-mauhuum pe aa pahu.nche hai.n
raasta ko.ii hamaaraa yahaa.n taktaa hii nahii.n
Zahoor Biswani
Ghazal
tujhe to manzil-e-mauhuum tak pahu.nchnaa hai
ka.Dii hai dhuup magar phir bhii saa.ebaa.n se nikal