SEARCH RESULTS
Showing search results for "manzil-e-mauhuum"
Nazm MATCHES FOR "manzil-e-mauhuum"
Nazm
dur bahut dur insan shahrah-e-irtiqa par
vo jannat-e-shaddaad ho yaa aatish-e-namruud
har manzil-e-mauhuum nahii.n manzil-e-maqsuud
Mustafa Rahi
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ahl-e-junun
apne hii naqsh-e-qadam sang-e-nishaan-e-manzil
apne hii dam se basiirat hai ye biinaa.ii hai
Noor -e-Shama Noor
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
yahii vo manzil-e-maqsuud hai ki jis ke liye
ba.De hii azm se apne safar pe nikle the
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
bhagwan krishn ki taswir dekh kar
tuu hii jaane kahaa.n le aa.ii mujh ko aarzuu terii
ye manzil ab saraapaa be-KHudii mahsuus hotii hai
Kanval M. A
Nazm
huzn-e-insan
jism aur ruuh me.n aaha.ng nahii.n
lazzat-andoz-e-dil-aavezii-e-mauhuum hai to
Noon Meem Rashid
Nazm
naqqad
''ek saut-e-KHasta-o-mauhuum saaz-e-zauq kii''
''murta.ish sii ek aavaaz'' intihaa-e-shauq kii
Josh Malihabadi
Nazm
bulbul
vo naqd-e-jaa.n hai ki hai naala-e-hazii.n teraa
nishaan-e-hastii-e-mauhuum kuchh nahii.n teraa
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
sada-e-gumbad-e-be-rauzan-o-dar
nek-o-manhuus
maujuud-o-mash.huur-o-mauhuum parchhaa.iyaa.n
Aziz Qaisi
Nazm
nae sur ki tamsil
bahut sehar-aavar sahii jaagne aur sone me.n ik
KHvaab-e-mauhuum se kuchh ziyaada nahii.n
Akhtar Usman
Nazm
tark-e-talluq
reza reza hu.e mahtaab zamaane guzre
bujh ga.e vaada-e-mauhuum ke saare jugnuu
Shaz Tamkanat
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
kyuu.n jaan-e-hazii.n KHatra-e-mauhuum se nikle
kyuu.n naala-e-hasrat dil-e-maGmuum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
ittifaqat
KHauf-e-mauhuum tirii ruuh pe kyaa taarii hai!
itnaa be-sarfa nahii.n teraa jamaal
Noon Meem Rashid
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
baqaa-e-mauhuum ke jo raste khule hai.n ab tak
hai un ke aage gumaa.n kaa mumkin
Noon Meem Rashid
Nazm
tum jo aate ho
aa.nkh nazzaara-e-mauhuum se haTtii hii nahii.n
zehn us hajla-e-taariikii-o-tanhaa.ii me.n