SEARCH RESULTS
Showing search results for "martabe"
Ghazal MATCHES FOR "martabe"
Ghazal
ishq se tere ba.Dhe kyaa kyaa dilo.n ke martabe
mehr zarro.n ko kiyaa qatro.n ko dariyaa kar diyaa
Hasrat Mohani
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
husn un bhii mo.iino.n kaa thaa aap hii suurato.n me.n
is martabe se aage ko.ii chale to kyaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Komal Joya
Ghazal
kaaGaz thaa mai.n diye pe mujhe rakh diyaa gayaa
ik aur martabe pe mujhe rakh diyaa gayaa
Anjum Saleemi
Ghazal
vo samjhaa hii kahaa.n us martabe ko
mai.n us ko dukh me.n shaamil kar rahaa thaa
Shariq Kaifi
Ghazal
ahl-e-zamaana rahte ik taur par nahii.n hai.n
har aan martabe se apne unhe.n safar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
martabe husn ke kam ho.n ye zaruurii to nahii.n
aap kii bazm me.n ham ho.n ye zaruurii to nahii.n
Anwar Shadani
Ghazal
majliso.n me.n yaaro.n ke martabe bahut se hai.n
ek sii hai tanhaa.ii ilm aur jahaalat kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
izzate.n muft me.n nahii.n miltii.n
martabe e.atibaar chaahte hai.n
Khwaja Ghulamussyedain Rabbani
Ghazal
zamii.n se ubhraa to phir aasmaa.n ne kuchlaa mujhe
kahii.n kaa mai.n na rahaa martabe banaate hu.e
Naseem Shaikh
Ghazal
miTTii ke martabe kaa khulaa e'tiraaf thaa
meraa zamii.n ko bosa shajar ke sabab se thaa
Sarfraz Arish
Ghazal
mujhe ba.Dhaanaa hai chaa.nd taaro.n ke martabe ko
so us ke maathe pe chaa.nd taare banaa rahaa huu.n
Ahmad Azeem
Ghazal
martabe ahl-e-suKHan ke tumhe.n tai karne hai.n
kis ne haq baat kahii kis ne qasiide likkhe
Akhtar Hashmi
Ghazal
kis martabe maqaam kii chaahat ho us ko dost
laahaq ho jis ko fikr qayaam-o-ta.aam kii