SEARCH RESULTS
Showing search results for "masiih"
Ghazal MATCHES FOR "masiih"
Ghazal
ab zamii.n par ko.ii gautam na mohammad na masiih
aasmaano.n se na.e log utaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
hu.aa hai hukm ki 'kaifii' ko sa.ngsaar karo
masiih baiThe hai.n chhup ke kahaa.n KHudaa jaane
Kaifi Azmi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
ye ahd rad kaa ahd thaa so rasm mustarad hu.ii
masiih-e-vaqt daar par kha.Daa milaa nahii.n milaa
Atif tauqeer
Ghazal
ruuhul-qudus kii tujh ko qasam aur masiih kii
mariyam ke tujh ko iffat-e-daamaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ilm faqiih o hakiim faqr masiih o kaliim
ilm hai juuyaa-e-raah faqr hai daanaa-e-raah
Allama Iqbal
Ghazal
maze jo maut ke aashiq bayaa.n kabhuu karte
masiih o KHizr bhii marne kii aarzuu karte
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
gaaliyaa.n de kar bajaa.e qum ke ai rashk-e-masiih
aap ne murde jilaa.e hai.n na.ii tadbiir se
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ham se biimaar bhii jaa.n-bar kahii.n hote hai.n masiih
tum yahaa.n aa ke na takliif uThaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
teraa aanaa jo mire paas masiihaa na hu.aa
thaa jo biimaar kisii se magar achchhaa na hu.aa
Anwar Taban
Ghazal
masiih kaun bane saare haath aaluuda
lahuuluhaan hai dhartii kahaa.n se marham aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
tumhaare lab to hai.n jaan-e-masiih o aab-e-baqaa
ye kyaa zamaane me.n mash.huur hai ki qaatil ho