SEARCH RESULTS
Showing search results for "maslahat-kesh"
Ghazal MATCHES FOR "maslahat-kesh"
Ghazal
maslahat-kesh KHaraabe me.n shu.uur-e-hastii
jurm aahista abhii harf-e-jafaa aahista
Husna Sarwar
Ghazal
baat sultaan se kyaa taKHliye me.n us kii hu.ii
maslahat-kesh bataane pe na tayyaar hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
maslahat-kesh bane baiThe hai.n sab ahl-e-vafaa
itnaa rusvaa to kabhii ishq kaa pindaar na thaa
Gulam jilani Asghar
Ghazal
kuchh ye hai maslahat-kesh ham bhii nahii.n
kuchh ye ahl-e-riyaa ham se jalte bhii hai.n
Yusuf Jamal
Ghazal
maslahat-kesh to gul-haa-e-sataa.ish se lade
sach ke haatho.n me.n vahii zahr kaa jaam aa.egaa
Zafar Ghauri
Ghazal
maslahat-kosh na the KHvaab jalaane se rahe
raat bantii hu.i ik baat banaane se rahe
Shumama Ufuq
Ghazal
na mohabbat na mohabbat kii adaa hai yaaro
na malaamat na shikaayat na jafaa hai yaaro
Qamar usmani
Ghazal
sab taraf-daar tire nikle adaakaar 'hasan'
maslahat-kosh the sab josh me.n aane vaale
Ehtisham Hasan
Ghazal
us ne kyuu.n sab se judaa merii paziiraa.ii kii
maslahat-kosh thii har baat shanaasaa.ii kii
Afeef Siraj
Ghazal
maslahat-kosh hu.e vaqt ke chehre 'saalim'
aks aa.iina-e-bebaak se baahar na hu.e
Salim Shuja Ansari
Ghazal
maslahat-kosh rafiiqo.n se hai duurii laazim
na hu.e vaqt pe vo siina-sipar dekhaa hai
Lutfullah Khan Nazmi
Ghazal
maslahat-kosh nahii.n haq ke taraf-daar hai.n ham
farz ke saamne patthar nahii.n dekhe jaate
Azeez Baghravi
Ghazal
maslahat-kosh zamaane kaa bharosa kyaa hai
jo bhii miltaa hai yahaa.n gardish-e-dauraa.n kii tarah
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
maslahat-kosh zamaane me.n bhii sach bol sake
ham ne is shahr me.n vo aa.ina iijaad kiyaa