SEARCH RESULTS
Showing search results for "maz.hab-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "maz.hab-e-ishq"
Ghazal
maz.hab-e-ishq me.n shajara nahii.n dekhaa jaataa
ham parindo.n me.n qabiila nahii.n dekhaa jaataa
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
maz.hab-e-ishq ke irfaan pe hairaa.n niklaa
qais jab dasht ko niklaa to pareshaa.n niklaa
Marghoob Asar Fatmi
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
mai.n mujaddid bhii agar huu.n to suno diivaano
maz.hab-e-‘ishq me.n tajdiid nahii.n kartaa huu.n
Modassir Hasan
Ghazal
ai 'ashk' zindagii me.n na puuchhii kisii ne baat
ab KHaak chuumte hai.n hamaare mazaar kii
Ashk Amritsari
Ghazal
log rote bhii hai.n turbat me.n luTaa kar ai 'ashk'
aur siine pe bhii ik sa.ng-e-giraa.n rakhte hai.n
Ashk Rampuri
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
ashk' apne siina-e-pur-KHuu.n me.n sail-e-ashk bhii
rok rakhtaa huu.n jigar ke KHuun kii tahliil tak
Ashk Amritsari
Ghazal
mashrab-e-husn ke unvaan badal jaate hai.n
maz.hab-e-ishq me.n iimaan badal jaate hai.n
Zeb Bareilwi
Ghazal
do bol dil ke hai.n jo har ik dil ko chhuu sake.n
ai 'ashk' varna sher hai.n kyaa shaa.irii hai kyaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
kaaGaz-e-abrii pe likh haal-e-dil-e-pur-soz-e-ishq
gird us ke barq kii tahriir khii.nchaa chaahiye
Ishq Aurangabadi
Ghazal
kab zaruurii hai ki ham qais kii sunnat pe chale.n
maz.hab-e-ishq me.n bid.at bhii to ho saktii hai
Yunus Tahseen
Ghazal
maz.hab-e-ishq me.n jaa.ez hai sabhii kuchh 'haashim'
aaj tum jaan ho kal dushman-e-jaa.n honaa hai
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
baada-e-shauq dil se pii ai 'ashk'
shiisha-o-jaam kuchh zaruur nahii.n
Syed Mohammad Zafar, Ashk Sanbhali
Ghazal
tujh KHat kii yaad me.n dil-e-hairaan-e-ishq kaa
durr-e-najaf kii tarah se muudaar thaa so hai