SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazluum"
Ghazal MATCHES FOR "mazluum"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
bhagvaan hii bheje.nge chaaval se bharii thaalii
mazluum parindo.n kii ma.asuum sabhaa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
vaaqa.ii dono.n bahut mazluum hai.n naqqaad aur
maa.n kahe jaane kii hasrat me.n sulagtii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
ek din mazluum ban jaa.e.nge zulmo.n kaa javaab
apnii barbaadii kaa maatam umr bhar dekhegaa kaun
Manzar Bhopali
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
mat baiTh bahut ishq ke aazurda dilo.n me.n
naala kasuu mazluum kaa taasiir na kar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
kisii bhii vaqt ye mazluum kar de.nge baGaavat
sitam kii ho chukii hai had sitamgar jaantaa hai
Amit Ahad
Ghazal
Sharib Mauranwi
Ghazal
uf ra.ng-e-ruKH-e-baani-e-bedaad kaa aalam
jaise kisii mazluum kii fariyaad kaa aalam
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kaun mazluum kii fariyaad sunegaa naa-haq
lauT kar dasht me.n KHud apnii sadaa aa.egii
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
tuu ne dil to.D diyaa kar diyaa mahruum-e-vafaa
phir bhii mai.n terii shikaayat nahii.n karne vaalii
Ana Dehlvi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ba.Dhnii hai abhii aur bhii mazluum kii taaqat
ghaTnii hai abhii zulm kii kuchh taab-o-tavaa.n aur
Ali Sardar Jafri
Ghazal
teG uThtii nahii.n hai tum se jo zaalim ke KHilaaf
haq me.n mazluum ke aavaaz uThaate jaa.o
Sada Ambalvi
Ghazal
zulm jis ne kiye vo shaKHs banaa hai munsif
zulm par zulm ne mazluum ko maaraa hai bahut